
Hindi Diwali SMS

Hindi Diwali SMS Messages Collection
Deepawali ke ish subh absar per
Meri subhkamnaye kabool kijiyega,
Khusi ke ish mahool mein
Humko bhi samil kijiyega.
diwali key shubh apsar per
Merey sab dais basiyo ko shubh kamnaye.
Is tayhwar per apko hazaro khusi hasil ho
Asatya per hamesha satya ki jeet ho
Chahe aap kahin bhi rahe
Hamesha apno ka sath ho.
Aai aai diwali aai,
Saath me kitni khushiyan layi,
Dhoom machao, mauz manao,
Aap sabhi ko diwali ki badhai.
Happy Diwali.
Diwali parva hai khushiyon ka,
Ujalo ka, laxmi ka…Iss diwali aapka
zindagi khushiyon se bhari ho,
Duniya ujalo se roshan ho,
Ghar par maa laxmi ka aagman ho.
Happy Diwali.
Laxmi aayegi itni ki sab jagah naam hoga,
Din raat vyapar bade itna adhik kaam hoga,
Ghar pariwar samaj me banoge sartaj,
Yehi kamna hai hamari aap ke liye
Diwali ki dhero shubh kamanaye
Deep jalte jagmagate rahe,
Aap humko hum aapko yaad aate rahe,
Jab tak zindagi hai, dua hai
Aap chand ki tarah jagmagate rahe
“Happy diwali”
Deepawali ka ye paawan tyohar,
Jeevan mein laye khushiya aapar,
Laxmi ji viraje aapke dwar,
Subhkamnayen hamari karen sweekar!!
Wish u & ur family happy diwali
Aai aai Diwali aai, Saath me kitni Khushiya laayi,
Dhoom machao, mauj manao, aap sabhi ko Diwali ki badhai.
Happy Diwali
Dali ney dali par nazar dali,
kisi ne is par dali,
kisi ney uspar dali,
hum ne jis par nazar dali,
uske baap ne uski shaadi kahin aur kar dali.
** Happy Diwali **
Diwali aai, masti chhahi, rangi rangoli,
Deep jalaye, dhoom dhadaka, chhoda phataka, jali phuljadiyan,
Sabko bhaye, “happy diwali”
Kumkum bhare kadmon sey aaye LAYXMIJEE apke dwar,
sukh sampati mile aapko apar,
Deepawali ki subhkamnain kare sweakar.
HAPPY DIWALI
Deep jalte jagmagate rahe,
Hum aapko aap hame yaad aate rahe,
Jab tak zindagi hai,
Dua hai hamari,
Aap chand ki tarah zagmagate rahe.
“Happy Diwali”
Khushian ho overflow,
Masti kabhi na ho low,
Dosti ka surur chaya rahe,
Dhan aur shorat ki ho bauchar,
Aisa aaye aapke liye,
Diwali ka tyohar
Diwali aai, masti chai, rangi rangoli,
deep jalaye, Dhoom Dhadaka, chhoda phataka, jali Phuljadiyan,
Sabko Bhadaye, “Happy Diwali”







