
Hindi Diwali SMS

Hindi Diwali SMS Messages Collection
Wo chand hai magar aap se pyara to nahi.
Parvane ka shama ke bin guzara to nahi.
Mere dil ne suni hai ek mithi se awaz,
Kya apne mujhe pukara toh nahi.
Aaj se aap ke yahan…
Dhan… Ki barsat ho,
Maa laxmi ka… Vas… Ho,
Sankatto ka…. Nash… Ho
Har dil par aapka… Raj… Ho,
Unnati ka sar par… Taj… Ho,
Ghar me shanti ka…. Vas… Ho
* Happy diwali *
Apun wishing u a wonderful,
Super-duper,
Zabardast,
Xtra-badhiya,
Xtra special,
Ekdum mast n dhinchak,
Bole to ekdum jhakaas
“Happy diwali”
Diwali parva hai khushio ka,
Ujalo ka, laxmi ka….
Is diwali aapki jindagi khushio se bhari ho,
Duniya ujalo se roshan ho,
ghar par maa laxmi ka aagman ho…
“Happy diwali”
Pal pal sunhare phool khile,
Kabhi na ho kaanto ka saamna,
Jindagi aapki khushiyo se bhari rahe,
Dipawali par humaari yahi shubhkaamna.
Diwali aai, khushiya laye
Bichda tha jinke saath bachpan mein,
Phuljadiyan unki yaad aaye.
Kya hua agar saath nahi aaj unke
Unki yaad liye ye diwali to aaye.
“Happy Dipawali”
Deep jalte jagmagate rahe,
Hum aapko aap hame yaad aate rahe,
Jab tak zindagi hai, dua hai hamari
â?~Aap chand ki tarah zagmagate raheâ?T
Happy Diwali
I Pray to God to give U
Shanti,
Shakti,
Sampati,
Swarup,
Saiyam,
Saadgi,
Safalta,
Samridhi,
Sanskar,
Swaasth,
Sanmaan,
Saraswati,
aur SNEH.
SHUBH DIWALI…
Kumkum bhare kadmon se,
Aaye Laxmi Jee apke dwaar,
Sukh sampati mile aapko apar,
Deepawali kisubhkamnain kare sweekar.
Happy Diwali











