
Eid Mubarak SMS 2011 / Hindi Eid SMS / urdu eid sms messages collection

Hindi Eid SMS Messages Collection
Sunhari dhoop barsaat ke baad.
Tohri si hasi har baat ke baad.
Ussi tarhan yeh eid bhi mubarak ho,
Peechli eid ke baad..
Suraj ki kirne, taaron ki bahaar…
Chand ki chandni, apno ka pyaar…
Har ghadi ho khushaal…
ussi tarhan Mubarak ho aapko Eid ka yeh tyohaar!
“EID MUBARAK” ![]()
Kash hum ek sms hotay bas ek click me aap ke paas hotay
Mana k aap hamay delete kar letay lekin kuch dair k liye
To hum aap ke paas hotay or bari khushi say kehtay
Eid mubarak
Eid aai hai dil shaad rakhna
Siwayyan khatay hoay ham ko bhi yaad rakhna.
Eid wo Eid nahi jis mai tumhari deed nahi
Deed wo deed nahi jis mai tum qareeb nahi.
Mausam mast hai…
Mahool zabardast hai…
Eid ki taiyaari main sab vyast hain…
Socha tha call kar ke wish kar dain…
Par pata chala…. “Iss route ki sabhi lineain vyast hain”
“Happy Eid”
sunhari Dhup Barsat ke Bad..
thodi Si Hansi Har Bat ke Bad..
isi Tarah Ho Mubarak App Ko Ye Nai Subah…
Kal rat Ke Bad …
!!! Happy Eid Day !!!
Subah Subah uth k ho jao Fresh,
Pehanlo aj sabse acha sa koi Dress,
Doston k sath aab chalo Ghumne,
Eid Mubarak Karo sabko jo aaye Samne.
Tumko bhi EID MUBARAK.
Kuch dair tu dil ko chain milay
Kuch rooz tu man ka phool khilay
Kehtay hain Eid ki amad hai
Ab log bhi kuch taeed karain .











