Dil ne dil ko pukara hai,
Hontho par naam tumhara aaya hai,
Dil ki chahat ne pukara hai,
Aankho ke samne chehra tumara aaya hai,
Mujhe pata hai ki tum aaogi,
Bar bar khyal yeh mann mein aaya hai.
Darr-darr bhatkate hain armaan ki tarha,
Har koi humse milta hai anjaan ki tarha,
In dosto se call ki kya aas karen,
Ye to SMS bhi karte hain ehsaan ki tarha
Yeh pyaari nigahein yaad rahengi,
Mil kar na milne ki ada yaad rahegi,
Mumkin nahi ki main tumhe bhula doon,
Aur umar bhar tumhein bhi meri yaad na aaya.
Jab kabhi mausam mein khushbu bikhar jae
Jab kabhi chandni mein raat nikhar jae
Jab kabhi bewajha hi dhadkan machal jae
To samjh lena k HUM NE YAAD KIYA HAI