
Hindi Munna bhai SMS

Hindi Munna bhai SMS Messages Collection
Kuta mar gaya rajai mein
Apun margaya teri judai mein
Nadi mein hathi kabhi bahe nahi sakata
Apun tere bina rahe nahi sakta
Ab itni night ko apun tere ko,
kisi film ki kahani sunane,
k liye msg to karega nahin,
Common sense ki baat hai k,
tere ko GUD Night bolney ka hai!
Chal ludak le..
Kya mamu apun ki yaad nahi aa reli kyaa?
Kya apun hi tere ko aise jhakas msg bhejta rahenga kya?
Bole to tu bhi ek-do rapchik msg chipka dal!
MUNNA BHAI : Mamu, Tu kitna pada hai?
MAMU : B.A.
MUNNA BHAI : Sala, do akshar pada aur who bhi ulta?
CIRCUIT : Aye Mamu, tereko papad aur jhapad mein pharak pata hai kya?
MAMU : Nehin.
CIRCUIT : To kha ke dekh le, pata chal jayega.
Apun dono ka dosti 1dum jhakz hona mangta hai,
Jhakz bole to,apun hira 2 moti,
Apun sabji 2 roti,apun pani 2 tanki,
Apun tarzan 2 monkey.
Kya mast air chal raele hai
cow log grass eat kar raele hai
dog log bark bark kar raele hai
Shaane log SMS kar raele hai
DHAKKAN log SMS padh raele hai.
A B C D E F G H I * * * * * * * * * * * * * * * * * * * * * * * * * * U V W X Y Z.
Dekha !!!
I and U ke beech jo bhi aaya saale ko tapka dala











