“Apna Khayal Rakhna”
Meri Khushi Ki Khatir Khud Ko Sanbhaal Rakhna,
Us Ne Kaha Tha Mujh Se
“Apna Khayal Rakhna”,
Ye Bhi Kaha Tha Us Ne
”Har Khwab Aarzi Hay”,
Tum Bhi Zehan Mein Apne Hurf-E-Zawaal Rakhna,
Wo Keh Raha Tha Shayed
”Kuch Na Bata Sakou Main”,
Mere Saamne Na Tum Bhi Koi Sawal Rakhna,
Wo hans K Keh Raha Tha
“Gham Bhi Tumhen Milen Gey”,
Lekin Na Hosla Tum Apna Nidhaal Rakhna,
Har Baat Ka Taqaaza Mujh Se Jo Kar Raha Tha,
Kya Us ka Haq Nahi Tha
“Mera Khayal Rakhna”
Related posts:
- Mujhe Jeena Us Ne Sikha Diya
- Chand ko chandani pasand hai
- Tum kitna bhi chaho
- Agar dunya chaman hoti tu veeranay kahan jatay…
- Wo Hoon main…
- Muhabat kuch nae hoti
- December guzr raha hay
- Alwida december!!
- tujhe dekhne ke baad
- zaroor kisi DIL se pukara hoga
- milne ki khushi de ya na de,
- kachi divar hun thokar na lagana mujh ko
- Garmi sardi ka ehsaas badan per rehne do
- rah-e- wafa me sazaon ko kon dekhy ga,
- meri chahat ki bohat lambi saza do mujhko
- main to mohabbat hoon
- aaj dareechay main woh aana bhol gaya
- kab tumhe ishq pe majboor
- kash Logon ki Muhabt Mobile hoti…
- wo sunta to me kehta
Meri Khushi Ki Khatir Khud Ko Sanbhaal Rakhna, Us Ne Kaha Tha Mujh Se “Apna Khayal Rakhna”, Ye Bhi Kaha Tha Us Ne ”Har Khwab Aarzi Hay”, Tum Bhi Zehan Mein Apne Hurf-E-Zawaal Rakhna, Wo Keh Raha Tha Shayed ”Kuch Na Bata Sakou Main”, Mere Saamne Na Tum Bhi Koi…