faraz-sms

best of Faraz

    ***Best Of Faraz***
    Marte howe zameer ko Bachana para mujhe,
    Badal ki tarah Dasht main aana para mujhe,
    Woh kar nahi raha tha meri Baat ka yaqeen,
    Phir yun howa ke Marr ke dikhana para mujhe,
    Bhoole se meri simt koi dekhta na tha,
    Chehre pe ek zakham lagana para mujhe,
    Us Bewafa ki yaad dilata tha Bar Bar,
    Kal Aaine pe hath uthana para mujhe,
    Ek Ajnabi se hath Milane ke waste,
    “Faraz”
    Mehfil main sub se hath Milana para mujhe,

    ***Best Of Faraz*** Marte howe zameer ko Bachana para mujhe, Badal ki tarah Dasht main aana para mujhe, Woh kar nahi raha tha meri Baat ka yaqeen, Phir yun howa ke Marr ke dikhana para mujhe, Bhoole se meri simt koi dekhta na tha, Chehre pe ek zakham lagana para…