phir kabhi na simtunga you’n bikhar gaya hoo’n mai
dard ki harr ik hadd se ab guzar gaya hoo’n mai
phir kabhi na simtunga you’n bikhar gaya hoo’n mai
maut bas nahee’n aati rooh k nikalne se
sans mujh mai baqi hai phir bhi marr gaya hoo’n mai
zindagi mai jitni bhi roshni thi uss se thii
mustaqil andhero’n mai abb utar gaya hoo’n mai
baam o darr bhi uske baad ho gaye hain you’n khamosh
aur dil ulajhta hai jabb bhi ghar gaya hoo’n mai
uska sath jab tak tha rung rung mausam thai
bas khiza’n k mausam mai ab thhehar gaya hoo’n mai
Related posts:
- Life is just a fun,
- Roshni waaley mere naam se jaltey kyuon hain?
- Pal Mein Izhaar-e-Muhabat Se Muker Jate Ho,
- Main tumharay aks ki aarzoo mein bass aayina hi bani rahi
- Do Chaar Qadam Hum bhi Teray Saath chalay hayn
- Raaz -e- Ulfat Chupa Kay Dekh Liya
- Haq ke saath kahoon tumhe main apna
- Mere Wajood Ki Mujh Mein Talash Chor Gaya
- TU MERI CHAHHATON MAI AJANA
- Zameen pe chal na ska, aasman se b gya
- Ye jo shafaaf sa ik aks us jheel mein tha ,
- Hum Jan to Dengy Magr Dhoka Nhi Usy.
- TUM BIN !
- Muje Khonay Se Drta tha_
- Mere Chaand Meri Ik Baat Suno
- Meri har khushi Tere Nam ho,
- wo aur hai kisi ka mere baad ho gaya
- manzilein kya hai
- ay ishq tujhe khuda ka wasta
- bohat araam karna chahti hon
dard ki harr ik hadd se ab guzar gaya hoo’n mai phir kabhi na simtunga you’n bikhar gaya hoo’n mai maut bas nahee’n aati rooh k nikalne se sans mujh mai baqi hai phir bhi marr gaya hoo’n mai zindagi mai jitni bhi roshni thi uss se thii mustaqil andhero’n…