December guzr raha hay
November guzr chuka hai,
December guzr raha hai,
Aj (29) ho chuki hai,
Umeed kho chuki hai,
Tak tak k tera rasta
Har dharkan thum chuki hai,
Ratein hain boht stati
Kuch aur din hain baqi,
Phir naya Saal ho ga
Phir wohi haal ho ga,
Dhondon gi tujhe din
ko
Har lamha har sa’at ko,
Ik bar tu ayega
Keh de k tu ayega
Is Saal nahin lakin …!
Aglay bars ayega
Ye dil behl jayega,
Jhotey tery wadon par
Qasmon par iradon par,
Behla hai ye pehly b,
Ye phir behl jayega
Novembr guzr chuka hai
December guzr raha hay …!!
Related posts:
- Mujhe Jeena Us Ne Sikha Diya
- Milte woh is tarah hai
- Gunjti huyee awaz hai
- Mehsoos kiya hai tujhe har pal
- Kya gum hai
- Hichkiyon ka aana
- Bith gaya jo saal bhul jaiye
- Pyaar mein chalakta jam ho tum
- Gam hi dushman hai mera
- Aashiki me kiya aapka intezar
- Uske bina jiya nahi ja sakta
- Muqadar ka likha koi badal nae sakta
- Wafa nibhati hain..
- Jam kadwaa hai
- Muqadar ka likha koi badal nae sakta
- Wo ek masoom si chahat…
- hamara bas nahe chalta
- ye yehi meri adhori kahani hy?
- badaam mere pyaar kaa afsana hua hai
- Mujhe tum se mohabbat hai
November guzr chuka hai, December guzr raha hai, Aj (29) ho chuki hai, Umeed kho chuki hai, Tak tak k tera rasta Har dharkan thum chuki hai, Ratein hain boht stati Kuch aur din hain baqi, Phir naya Saal ho ga Phir wohi haal ho ga, Dhondon gi tujhe din…