Har pal faraib khaaye
Ik Soona Sa Chand
Mere Fasaney Mein Reh Gaya,
Main Doosron Ki Shaam’ain
jalaney Mein Reh Gaya
Wo Aa K Mere Shaher Se,
Wapis Bhi ja
Chuka,
Main Tha K Apne Ghar Ko
Sajane Mein Reh Gaya
Wapis Hua To Ghar Mera
Sholon Ki Zad Mein Tha,
Main Raaston K Deep
jalane Mein Reh Gaya
Har Pal Faraib Khaaye
Aur Muskraya,
Ye Rawaj Sirf Mere
Ghara’ney Mein Reh Gaya
Dunya Se Saari Umar
Taaruf Na Ho
Saka,
Main Khud Ko sirf Khud Se
Milaney Mein Reh Gaya.
Related posts:
- DIL SE TERA KHIYAL NA JAYE TO KIYA KARON
- bekhudi ki zindagi hum jiya nahi karte.
- Pyar Ka Pehla Akshar Hi Adhura Hota Hai
- Dil se dil na jaane kab mil jate hai
- Lag jayen aap ko humari khushiyan
- Tere sang muskurane ki
- Mohabbat hoti nahi surat se
- Mujhe saanse bhi parayi si lagti hai
- Teri hath kisi aur ke hath me dekar jaunga
- Duniya se ham anjaan bane unke liye
- Jane kya hai dil ke andar
- Har shaks wafadar nahi hota
- Milne julne ka silsila rakhna
- Jab guzar jayegi bahar
- Devdas ne khilaya paro ko paan
- Har pal keemti hai
- Kabhi aansu kabhi khushi bechi
- Yeh adda-e-bay niyazi…
- bina kahe hi
- Aasmaan ke taare aksar pucha karte hain
Ik Soona Sa Chand Mere Fasaney Mein Reh Gaya, Main Doosron Ki Shaam’ain jalaney Mein Reh Gaya Wo Aa K Mere Shaher Se, Wapis Bhi ja Chuka, Main Tha K Apne Ghar Ko Sajane Mein Reh Gaya Wapis Hua To Ghar Mera Sholon Ki Zad Mein Tha, Main Raaston K…