Mere kuch lafz aise hain
Mere kuch lafz aise hain,
Jo apni band aankhon se,
Tere dil ki her ek tehreer parhty hain,
Woh hain to lafz he lekin,
Woh ek taqdeer rakhty hain,
Kabhi jo rooth jao tum,
Na mujhse maan pao tum,
To tumko woh mananay ki,
Her ek tadbeer rakhty hain,
Mere kuch lafz aise hain.
Related posts:
- Humse koi galti ho jaye to maf karna
- ROOTH KER KUCH AUR BHI HASEEN LAGTY HO
- Is kadar humari chahat ka imtihan na lijiye,
- Dosti main dooriyan to aati rehti hain
- HUM NA HON GAY TO KAHO KON MANAYE GA TUMHAIN
- jo bhi mila woh ham se khafa mila
- Tum hasti ho mujhe hasane k liye
- Yeh bheegi palkein le ke kahan jayenge
- Bhool se koi bhool hui to…
- Sorry…
- Hamare beech ka ye fasla to tute
- Hum to vaise bhi akele the
- Yu yaad na kar ke saza to na dijiye
- Pyaar bhara dil tuta hoga
- Aapas mein galatiyon ko darguzar kiya karo
- Kr Dena Maaf Mjhko Dilse
- Muhabbat aazmani ho
- Is kadar humari chahat ka imtihaan mat lijiye
- Jo bhi mila woh ham se khafa mila
Mere kuch lafz aise hain, Jo apni band aankhon se, Tere dil ki her ek tehreer parhty hain, Woh hain to lafz he lekin, Woh ek taqdeer rakhty hain, Kabhi jo rooth jao tum, Na mujhse maan pao tum, To tumko woh mananay ki, Her ek tadbeer rakhty hain, Mere…