meri zindagi ko ek tamasha bana dia uss ne
Meri zindagi ko ik tamasha bana dia uss ne,
Bhari mehfil me tanha bitha dia us ne,
Aisi kya nafrat thi usay is masoom dil se,
Khushian chura kar gham thama dia us ne,
Bohat naaz tha uss ki wafa pe kabi ham ko,
Mujh hi ko meri nazron me gira dia us ne,
Khud bewafa tha meri wafa ki qadr kia karta,
Anmol tha main khak me mila dia us ne,
Kisi ko yaad karna to us ki fitrat me nahi,
Hawa ka jhonka samajh kar bhula dia us ne.
Related posts:
- Pyaar ka dard kam hua
- Marham lagane wale hi zakham de jate hai
- Bebas hai insaan apni kismat ke aage
- Tadap k dhekho kisi ki chahat mein
- Is dil mein basa tha pyaar tera
- Uska pyaar pana
- Deedar ko tarasti hain
- Khud nishana ban gaye
- Tum kya jaano judai ka gum
- Humne tumse pyaar kiya hai
- Rooka sa lagta hai kuch dil apna
- Hum chahkar bhi tumhe pa na sake
- Koi chhupa ke roye
- Saza hai ye kisi ke intzar ki
- Is anjnabi duniya mein
- Gham chupana padta hai
- Yaad na karoge toh bhula bhi na sakoge
- Zakhm dil ka kise dikhyen hum
- Kash ye dil apne Ikhtiyar
- magar karib hai har pal k liya
Meri zindagi ko ik tamasha bana dia uss ne, Bhari mehfil me tanha bitha dia us ne, Aisi kya nafrat thi usay is masoom dil se, Khushian chura kar gham thama dia us ne, Bohat naaz tha uss ki wafa pe kabi ham ko, Mujh hi ko meri nazron me…