Bahana chahiye paas aane ko
Tum kahan kho gaye, kaise gum ho gaye,
Tapti dopahar mein, barfili sard raaton me aksar yaad aate ho,
Mujse na sahi, in hawaon se keh do,
Yeh hawayein aa-kar kano mein keh dengi,
Phir laut ke aane ko majbur kar dengi,
Main laut ke aaunga tumhare paas,
Yeh bandhan prem ka hai, dosti ka hai,
Aise-kaise toot jayega,
Mana bahana chahiye paas aane ko,
Tum anna chaho ya na chaho,
main to kab se tumhare kareeb hoon,
Tum lakh koshish karo, saath na chodoonga,
Main bhi kya karoon, man hi toh hoon aakhir,
Chanchalta mera swabhav hai,
Ab ja kar sthir hua hoon jindagi ke iss padav be aa kar,
Ek aur man paaya hai, jiski chanchalta ne mujhe jagaya hai,
Man se man ka mel hai ab toh,
Kya hoga aane wala pal hi batayega,
Dekhte hai kaun kise rulayega.
Related posts:
- Woh zindagi kya jisme apna na ho
- Pyar Ka Pehla Akshar Hi Adhura Hota Hai
- Har dua me unka saath manga
- Ashq bankar aankho se na behna kabhi
- Pyar ki aisi kahani chod jayenge.
- Bhool jana hame
- Dil se dil na jaane kab mil jate hai
- Aapka har gham bhula denge
- Lag jayen aap ko humari khushiyan
- Ishq par zor chalta nahin…
- Roshni ke liye hame jalaye
- Lekin tum to mohabbat ka izhaar nahin karte
- Kuchh khone ko bhi pyar kehte hai
- Teri hath kisi aur ke hath me dekar jaunga
- Sagar se wafa nibhaten hain
- Nazron se nazren milane ki aadat hai hame
- CLICK
- Youn na khainch apni…
- Sila manga nahi karty….
- Tum mujh ko achay lagtay ho
Tum kahan kho gaye, kaise gum ho gaye, Tapti dopahar mein, barfili sard raaton me aksar yaad aate ho, Mujse na sahi, in hawaon se keh do, Yeh hawayein aa-kar kano mein keh dengi, Phir laut ke aane ko majbur kar dengi, Main laut ke aaunga tumhare paas, Yeh bandhan…
Tum kahan kho gaye, kaise gum ho gaye, Tapti dopahar mein, barfili sard raaton me aksar yaad aate ho, Mujse na sahi, in hawaon se keh do, Yeh hawayein aa-kar kano mein keh dengi, Phir laut ke aane ko majbur kar dengi, Main laut ke aaunga tumhare paas, Yeh bandhan…