Fark sirf itna hoga
Tere ghar se doli uthaigi,
Muje bhi 4 uthaenge tuje bhi 4 uthaenge,
Par fark sirf itnaa hoga ki tuje tere sage uthaenge,
Aur mujhe mere yaar uthaaenge,
Mujh per bhi phool bikharenge aur tujh per bhi phool bikharenge,
Par fark sirf itna hoga ki tujh par bikharey hue phool muskuratey honge,
Aur mujhpar bikharey hue phool murjatey honge,
Tere janey par bhi log roengey aur mere janey par bhi log roengey,
Par fark sirf itnaa hoga ki tuu… Ghar chhorkar jaa rahi hogi,
Aur main duniya chodakar jaaraha hunga.
Related posts:
- Us ki Dehleez pe Sadiyon Se Khara Hoon Faraz
- Hogaya kitna paraya apna hi dil
- Kisi ko mat lao dil ke itne kareeb
- Bedard hoti hai ye mohabbat bhi
- Kashish dil ki har cheez bhula deti hai
- Zindagi itne dard deti hain
- Dil todna humari aadat nahi
- Bataa na bhi muskil
- Roj hum nashe mein hote hai
- Marna hai maro apne watan ke liye
- Itni si kahani hai
- Tanha dekh saraab ko
- Patharon se hai taluqaat apna
- Ek pal ehsaas ban ke aate ho
- Chand lamho ki zindgaani hai
- Paas aakar sabhi door chale jate hain
- Bewafa sanam
- Toot K Bikhrta Dekho
- KHUDA Naseeb kare har khushi unko…
- Bohot dair kardee tunay
Tere ghar se doli uthaigi, Muje bhi 4 uthaenge tuje bhi 4 uthaenge, Par fark sirf itnaa hoga ki tuje tere sage uthaenge, Aur mujhe mere yaar uthaaenge, Mujh per bhi phool bikharenge aur tujh per bhi phool bikharenge, Par fark sirf itna hoga ki tujh par bikharey hue phool…