Yeh aansu pyaar ka moti hai
Koi deewana kehta hai koi pagal samajhta hai,
Magar dharti ki bechaini ko bas badal samajhta hai,
Main tujhse dur kaisa hoon tu mujhse dur kaisi hai,
Yeh tera dil samajhta hai ya mera dil samajhta hai,
Ki mohabbat ek ehsason ki pawan si kahani hai,
Yeh sab log kehte hai teri aankhon mein aansu hai,
Jo tu samjhe toh moti hai na samjhe toh pani hai,
Yeh aansu pyaar ka moti hai isko kho nahi sakata,
Meri chahat ko tu apna bana lena magar sun le,
Jo mera ho nahi paya woh tera ho nahi sakata.
Related posts:
- Ek zid hamari
- Dil ki mumtaj ho tum
- Jiski mujko talaash hai
- Kuch khone ko bhi pyaar kehte hain
- Hamein bhi ek gunaah ka hak hai
- Khuda bhi tumarah chahne wala nikla
- Vo reshmi baalo vali
- Tutne par chubhte hai
- Teri yaad mein sab kuch khoya
- Har mukhra chand sa hai
- Mohabbat ki kashti mein
- Ulti chaal chalte hai
- Woh kisi doosre ka naseeb tha
- Neend aati nahi aur rat guzar jati hai
- Kareeb rehne ki aadat hai
- Uski yad mein guzarti meri har sham thi…
- Hum nazuk nazuk dil wale…
- phir teri yad chhor kr jane kidhar gai…
- Ghalib v’s Iqbal v’s FARAZ…
- tere bina jeena bhool jaate hain
Koi deewana kehta hai koi pagal samajhta hai, Magar dharti ki bechaini ko bas badal samajhta hai, Main tujhse dur kaisa hoon tu mujhse dur kaisi hai, Yeh tera dil samajhta hai ya mera dil samajhta hai, Ki mohabbat ek ehsason ki pawan si kahani hai, Yeh sab log kehte…