Teri yaadon ke saath jaana hoga
Ab aansuon ko aankhon mein sajana hoga,
Chiragh bhuj gaye, khud ko hi jalaana hoga,
Na samjhna ke tumse door rehkar khush hoon,
Lekin humein logon ki khaatir muskuraana hoga,
Phir shaam dhal gayee, tum ayye na aaj bhi,
Dil ko aaj phir umeedoon se behlaana hoga,
Yeh bhee maloom hai mujhe issi umeedo,
Pe kat jayagi yeh uddas jindagi meri,
Aur aakhir mein mujhe khali haath hi,
Tere bina, teri yaadon ke saath jaana hoga!!!
Related posts:
- In ankhon main aansu aye na hotay,
- Tumare sath reh nahi sakti
- Ye raat itni tanha kyo hai
- Dil tuta barson baad
- Haseen chehre par
- Wafa k saath nibhayenge
- Yeh to sab hai pine pilane ke bahane
- Mujko kabhi tum yaad na karna
- Woh sagar nahi aansoo the mere
- Dard-e-dil mein gam ki kaliya khilti hai
- Jo pasand hai sab se zyada
- Woh kya mehsus karenge ek tare ki kami ko
- Ek tufaan sunai dega
- Kasur unka nahin hamara tha
- Apnakar tanha chhod diya
- Bewafai ka mahool hota hai
- Ulfat ka akhir yahi dastur hota hai
- chahat ki raah me bhikre armaan bhut hai
- Toot jaye na bharam hont hilaoon kaise
- bachpan se 2 hi cheezen sabse zyada mili hain
Ab aansuon ko aankhon mein sajana hoga, Chiragh bhuj gaye, khud ko hi jalaana hoga, Na samjhna ke tumse door rehkar khush hoon, Lekin humein logon ki khaatir muskuraana hoga, Phir shaam dhal gayee, tum ayye na aaj bhi, Dil ko aaj phir umeedoon se behlaana hoga, Yeh bhee maloom…