hindi-ghazal-sms

Chand ko chandani pasand hai

    Kyun kehte ho isa marz ki dawa nahi
    Zulfon se uljhana ab khel nahi
    Kareeb aakar door ho jao yeh berukhi bhi toh sahi nahi
    Tere dar par aaye hai Yun muh modna sahi nahi!

    Tumko dekha hi nahi,
    Yun nazaron se mile nazar yeh ab mumkin toh nahi
    Par jaane kuyn pukar tumhari lautkar aati hai
    Intezaar ki ghadiyan kyun ab beganon si nahi

    Din beet jayenge zamana badal jayega
    Mausum aayenge aur apna sehra pehnayenge
    Mat chedo geet pyaar ke
    Warna hum doob jayenge

    Chand ko chandani pasand hai,
    Sagar ko laherien,
    Phaisla yun toh mushkil hai ki kisko hum apna dost kahen
    Dost ko dosti pyaari hai.. Toh ab guroor karke hum karen kya

    Aey chand tujhe chandani ki kasam
    Tujhe pukarte sagar ki lehron ka vasta
    Chand sa chehra purnima sa khila
    Hothon ki lali kya kehti hai bata Tu na ja.. Na ja…

    Teri mehfil mein ankhiyan becchaiyen kahde hai,
    Saamne ho tum.. Chehra chupayen khade hai!
    Tum jo dard bibhana jano
    Toh hum wafa tum sang kar chalein hai!

    Kyun kehte ho isa marz ki dawa nahi Zulfon se uljhana ab khel nahi Kareeb aakar door ho jao yeh berukhi bhi toh sahi nahi Tere dar par aaye hai Yun muh modna sahi nahi! Tumko dekha hi nahi, Yun nazaron se mile nazar yeh ab mumkin toh nahi Par…