poetry-sms

Gam hi dushman hai mera

    Puchte ho toh suno kaise basar hoti hai
    Rat khairat k sadqe ki sahar hoti hai

    Sans bharne ko toh jina nahi kehte ya rab
    Dil hi dukhta hai na ab asteen tar hoti hai

    Jaise jagi hui ankhon main chubhen kanch ke khwab
    Raat is tarah diwanon ki basar hoti hai

    Gam hi dushman hai mera gam hi ko dil dhundta hai
    Ek lamhe ki judai bhi agar hoti hai

    Ek markaz ki talash ek bhatakti khushbu
    Kabhi manzil kabhi tamhid-e-safar hoti hai

    Puchte ho toh suno kaise basar hoti hai Rat khairat k sadqe ki sahar hoti hai Sans bharne ko toh jina nahi kehte ya rab Dil hi dukhta hai na ab asteen tar hoti hai Jaise jagi hui ankhon main chubhen kanch ke khwab Raat is tarah diwanon ki basar…