Jal chuke khwaab
Jal chuke khwaab, tu phir aag bujhane aaya,
Ek naye dhang se woh chot lagane aaya,
Moom ke pool se guzar kar mujhe jana tha waha,
Aur suraj hi mera saath nibhane aaya,
Bilmuqabil hai khizaan aaina khanda zan hai,
Shehar-e-maazi ko bhala kon basane aaya,
Mere paeroon tale aankhe jo bichata tha kabhi,
Kaanch ki kirchiyan woh rah mein sajane aaya.
Related posts:
- Us ki Dehleez pe Sadiyon Se Khara Hoon Faraz
- Hogaya kitna paraya apna hi dil
- Kisi ko mat lao dil ke itne kareeb
- Bedard hoti hai ye mohabbat bhi
- Ye mahobbat hai jara bach ke rehna
- Kashish dil ki har cheez bhula deti hai
- Zindagi itne dard deti hain
- Dil todna humari aadat nahi
- Bataa na bhi muskil
- Roj hum nashe mein hote hai
- Marna hai maro apne watan ke liye
- Beetay pal
- Na ye pyaar hoti..
- Vada kiya sitaro ne saath dene ka
- Mujhe utar jana tha
- Bewafa sanam
- Shaam udas thi subah udas thi
- Kabhi Jo Ehsas Ho TumKo…
- jee jaanta hai
- jo masusam beet jata hai
Jal chuke khwaab, tu phir aag bujhane aaya, Ek naye dhang se woh chot lagane aaya, Moom ke pool se guzar kar mujhe jana tha waha, Aur suraj hi mera saath nibhane aaya, Bilmuqabil hai khizaan aaina khanda zan hai, Shehar-e-maazi ko bhala kon basane aaya, Mere paeroon tale aankhe…