Tum kitna bhi chaho
Yeh pal pal ka chalna,
Fasila khatam na karega,
Tum kitna bhi chaho,
Tumhe woh kal na milega!
Yeh koi gaata hai,
Ya namaaz padta hai,
Tum kitna bhi chaho,
Tumhe alag khuda na milega!
Yeh guzarti hui raat hai,
Ya nikalti hui sehar,
Tum kitna bhi chaho,
tumhe humsafar na milega!
Yeh Baarish ki boondein hai,
Ya aankhon ke aansoon,
Tum kitna bhi chaho,
Inhe thamne wala na milega!
Yeh dil ke tukde hai,
Ya aap ki yaadein,
Tum kitna bhi chaho,
Tumhe marham na milega!
Yeh dil mein armaan hai,
Ya sulagte hue sholey,
Tum kitna bhi chaho,
Tumhe sehra mein paani na milega!
Yeh kaisi uljhan ban gayi hai,
Dil ki dhadkan,
Tum kitna bhi chaho,
Tumhe sukoon na milega!
Related posts:
- Kitne chiragh bujh gaye
- Phir pyaar kisse tum kehte ho
- Mere wajood ki mujh mein TALASH chor gaya..
- GHAZAL..!
- Roshni waaley mere naam se jaltey kyuon hain?
- “Apna Khayal Rakhna”
- Tmhen ik bt kehni hai,
- Naqsh yaadon k mitati hy tou ro parti hai
- usay kahna k bheegi JANUARY phir loat i hy
- Us Ne Hm Sy Poucha Teri Raza Kya Hai,
- mushkil hai safar
- jab mausam rang badalta hai
- inteha aaj ishq k kar di
- jalaa ke lab-e-baam rakh diya
- kbhi na hathon se hath chote khayal rakhna
- apni zindagi ki her shaam tere naam kardoon,
- kahan se seekh li tum ne?
- qasam le lo
- ye na socho k faqt nam liya karta h
- ek bewfa ko main ney is dil main jaga de thi
Yeh pal pal ka chalna, Fasila khatam na karega, Tum kitna bhi chaho, Tumhe woh kal na milega! Yeh koi gaata hai, Ya namaaz padta hai, Tum kitna bhi chaho, Tumhe alag khuda na milega! Yeh guzarti hui raat hai, Ya nikalti hui sehar, Tum kitna bhi chaho, tumhe humsafar…
Yeh pal pal ka chalna, Fasila khatam na karega, Tum kitna bhi chaho, Tumhe woh kal na milega! Yeh koi gaata hai, Ya namaaz padta hai, Tum kitna bhi chaho, Tumhe alag khuda na milega! Yeh guzarti hui raat hai, Ya nikalti hui sehar, Tum kitna bhi chaho, tumhe humsafar…