Thukra gaye mujhe
Kitne itminaan se woh thukra gaye mujhe,
Aansoo bana ke aankh se tapka gaye mujhe,
Kaisi yeh rehbari thi yeh kaisa fareb tha,
Manzil dikha ke raah se bhatka gaye mujhe
Khamosh nigahon se kahani suna gaye,
Lafzon ke har phair mein atka gaya mujhe,
Mujh ko bhi bachpan ka sa ek mazaq samaj ke,
Chhoti si ek hansi mein uraa gaya mujhe,
Do din mein uss ke dil se mohabat utar gayi,
Aur do hi din mein yaad se mita gaye mujhe.
Related posts:
- Teri tasweer ban gayi
- Raat kya chali gayi
- Dil jo dooba aash ke gam me
- The tradegy about life is not death
- Judai apki rulati rahegi
- Pyaar kehti hai duniya jise
- Jinhe na chaha woh ho gaye khafa
- Kabhi alvida na kahena
- Nikal hi jayegi jaan unke iss yaar ki
- Fursad nahi milne ki humse
- Dil nahi lagta aap ko dekhe bina
- Koi hamara nahi hai
- Dard mein jo kaam aaye
- Karte hai jindagi ki tamana
- Dil shishe ka banaya hota
- Kya hai kasoor hamara
- Lehro se milkar
- ik khata ky badly
- wo sath rahte to hum pyar ker lete
- kuch muhabat mein kami !
Kitne itminaan se woh thukra gaye mujhe, Aansoo bana ke aankh se tapka gaye mujhe, Kaisi yeh rehbari thi yeh kaisa fareb tha, Manzil dikha ke raah se bhatka gaye mujhe Khamosh nigahon se kahani suna gaye, Lafzon ke har phair mein atka gaya mujhe, Mujh ko bhi bachpan ka…