Phir pyaar kisse tum kehte ho
Phir pyaar kisse tum kehte ho,
Khamoshi zuban ke lafzoon mein,
Kuch posheeda si baton mein,
Kuch chahat ki barsatein hai,
En baton ko ham mudat se sene mein chpai baithe hai,
Kuch payee bina kuch kho dena,
Ye pyaar mein ham ne seekha hai,
Suraj mein chand sitaroon mein,
Har shai mein tumhi ko dekha hai,
Dharkan mein bhi nagma bankar,
Sagar ki terha tum bethe ho,
Yeh pyaar nahi toh tum hi kaho,
Phir pyaar tum kisse kehte ho!
Related posts:
- Barson kai bad daikha .. ik shakhs dil Ruba sa…
- Judai ke bandi khane mein…
- Tu hi dikhai deti hai
- Mere wajood ki mujh mein TALASH chor gaya..
- Itna to Mery Haal Pr Ehsaan Kiya Kr…
- GHAZAL..!
- Roshni waaley mere naam se jaltey kyuon hain?
- Naqsh yaadon k mitati hy tou ro parti hai
- jalaa ke lab-e-baam rakh diya
- dil se mila ke dil pyar kijiye!
- kbhi na hathon se hath chote khayal rakhna
- Lagta nahi ky e sath nibhay e ga dair tak
- apni zindagi ki her shaam tere naam kardoon,
- meri ankho me najane kia parh raha tha
- meri har nazar teri muntazir
- daikhtay hain yeh aziat gawar ker k
- to jhuka jhuka k nazar kion milayee jati hay
- Mujhe bekhudi ki hai Arzooo…
- qasam le lo
- ye na socho k faqt nam liya karta h
Phir pyaar kisse tum kehte ho, Khamoshi zuban ke lafzoon mein, Kuch posheeda si baton mein, Kuch chahat ki barsatein hai, En baton ko ham mudat se sene mein chpai baithe hai, Kuch payee bina kuch kho dena, Ye pyaar mein ham ne seekha hai, Suraj mein chand sitaroon mein,…