Kabhi kitabon mein phool rakhna
Kabhi kitabon mein phool rakhna
Kabhi darakhton pe naam likhna
Hamein bhi hai yaad aaj tak woh
Nazar se harf-e-salaam likhna
Woh chaand chehare woh bahaki baatein
Sulagate din the mahakati raatein
Woh chhote-chhote se kagazon par
Mohabbaton ke payaam likhna
Gulaab chehron se dil lagana
Woh chupake chupake nazar milana
Woh aarazoon ke khvab bunana
Woh kissaa-e-naatamaam likhna
Mere nagar ki hasin fazaao
Kahin jo unke nishaan paao
Toh poochna yeh kaha base ho
Kaha hai unka qayaam likhna
Ga_ii ruton mein hamara
Bas ek hi toh yeh mashagala tha
Kisi ke chehare ko subah kehna
Kisi ki zulfon ko shaam likhna
Related posts:
- WO EK LARKI …
- TUM ROOTH JAO MUJSY
- Zamanay ko jalane ko chalo ik saath chalty hain,
- Aaj bhi hai…
- Teri yaadoon ki mehak
- Mery paas aa mery Ru_ba_Ru…
- Malum Ye Hua Ke Wo Raaste Ka Sath Tha,
- jab ankh hi say na tapka to phir lahoo kiya hai ….!!!
- IsI Liye ‘Apne Aks’ Se b Doour Rehta Houn.,,!!!
- aise to kse shakhs ko ruswa nhi krte
- Uss ki mehfil mein
- Auron ko naseehat nahee karta
- ye yehi meri adhori kahani hy?
- tune ye phul jo zulfon mein laga rakha hai
- zakhmon ko gulaab likh rahay hain
- badaam mere pyaar kaa afsana hua hai
- yaadon ko bhualne main kuch dair to lagti hai
- Baghair sood k milna udhaar mushkil hai…!
- maayel e lutf , tbiyat kabhi aesi to na thi
- Mujhe tum se mohabbat hai
Kabhi kitabon mein phool rakhna Kabhi darakhton pe naam likhna Hamein bhi hai yaad aaj tak woh Nazar se harf-e-salaam likhna Woh chaand chehare woh bahaki baatein Sulagate din the mahakati raatein Woh chhote-chhote se kagazon par Mohabbaton ke payaam likhna Gulaab chehron se dil lagana Woh chupake chupake nazar…