Tu hi dikhai deti hai
Har kadam mein teri hi aahat sunai deti hai,
Kya karu ki dard ab teri judaai deti hai,
Neend bhar soye hue arsa hua mujhko,
Ke rat bhar khwabo mein ab tu hi dikhai deti hai,
Khilkhilahat se teri khilta tha yun jo ghar,
Khamsohi ab deewar pe chaspa sunai deti hai,
Jhoothi khushi se rokta hu saki main apna gam,
Tanhai aa aa kar mujhe sachhi rulai deti hai,
Kahte hai kaaynat mein rangi hai har ek shai,
Tere bin kaaynat par feeki dikayi deti hai,
Ret ke manind fisla ja raha hai waqt,
Ghari ki tik tik me teri halchal sunai deti hai,
Chalte-chalte rah pe ab bahakte hai kadam,
Hawa ke jhonko mein tu hansti sunai deti hai,
Mahfil-o-masti mein tujhe ja ke kya dhundhe hum,
Mehfil bhi tere bin marghat dikhayi deti hai,
Har kadam mein teri hi aahat sunai deti hai,
Kya karu ki dard ab teri judaai deti hai,
Neend bhar soye hue arsa hua mujhko,
Ke rat bhar khwabo mein ab tu hi dikhai deti hai.
Related posts:
- Apna banane ki ijazat dedo
- Mery paas aa mery Ru_ba_Ru…
- Wo ek masoom si chahat…
- Malum Ye Hua Ke Wo Raaste Ka Sath Tha,
- jab ankh hi say na tapka to phir lahoo kiya hai ….!!!
- hamara bas nahe chalta
- suna haik tumhari keemat lag rahy hay ajkal
- aise to kse shakhs ko ruswa nhi krte
- zamanay se suna tha k
- Auron ko naseehat nahee karta
- chand ke nikalne se..
- ye yehi meri adhori kahani hy?
- tune ye phul jo zulfon mein laga rakha hai
- zakhmon ko gulaab likh rahay hain
- koi jugmnu koi tara kahi s dhond kar lao
- Haqiqat jaan kar aisi himaqat kon karta hai
- kyun yaad tum itna aate ho..?
- Baghair sood k milna udhaar mushkil hai…!
- yahan sabko miley pyar ye zaroori to nahi hai
- maayel e lutf , tbiyat kabhi aesi to na thi
Har kadam mein teri hi aahat sunai deti hai, Kya karu ki dard ab teri judaai deti hai, Neend bhar soye hue arsa hua mujhko, Ke rat bhar khwabo mein ab tu hi dikhai deti hai, Khilkhilahat se teri khilta tha yun jo ghar, Khamsohi ab deewar pe chaspa sunai…