poetry-sms

Farq sirf itna sa hai

    Farq sirf itna sa hai,
    Uski doli uthi meri maiyat uthi,
    phool Uspe bhi the, phool mujhpe bhi the,
    mehfil waha bhi thi, log yaha bhi the,
    Unka hasna waha,inka rona yaha,
    sahelian uski bhi thi,dost mere bhi the,
    Do qul Uske pade, do qul mere pade…
    Qazi udher bhi tha, moulvi idher bhi tha,
    WOH saj ke gaya, mujhe sajaya gaya,
    WOH uth ke gaya, mujhe uthaya gaya,
    Farq sirf itna sa hai,
    use APNAYA gaya, aur mujhe DAFNAYA gaya.
    -nikhilesh chindarkar

    Farq sirf itna sa hai, Uski doli uthi meri maiyat uthi, phool Uspe bhi the, phool mujhpe bhi the, mehfil waha bhi thi, log yaha bhi the, Unka hasna waha,inka rona yaha, sahelian uski bhi thi,dost mere bhi the, Do qul Uske pade, do qul mere pade… Qazi udher bhi…