• Sapno se dil lagane ki aadat nahi rahi…

    Sapno se dil lagane ki aadat nahi rahi… Har waqt muskurane ki aadat nahi rahi… Ye soch ke ki koi manaane nahi aayega… Ab hume rooth jaane ki aadat nahi rahi…

  • Pass aakar sab hi door chaly jaty hain

    Pass aakar sab hi door chaly jaty hain Akaily thay hum akaily reh jaty hain Is dil ka dard dikhayen kisy? Marham lagany wale hi zakhm dai jaty hain

  • Tadap ke dekho

    Tadap ke dekho kisi ki chahat mein , To pata chale intazar kya hota hai, Yuhi mil jaye koi bina pata, To kaise pata chalega ki pyaar kya hota hai.

  • Kuch to dard hai

    Kuch to baat hai jo aap hamse kahe nahi sakte, Kuch to dard hai jo ap sahai nahi sakte, Hamein itna dur kar diya, Jo ye bate hamse kar bhi nahi sakte.

  • Mohabbat se kya umeed hoti hai

    Mohabbat se hamain kya umeed hoti hai, Mohabbat to beumeed hoti hai, Chahate hai jine hum jaan se bhi zyada, Bewafai unhi se to naseeb hoti hai.

  • Har dil rota hai

    Judai mein har dil rota hai, Milne ke har aas mein jalata hai, Pyaar mein kabhi koi juda nahi hota, Woh to hoti hai majburiyan , Ki unko saccha pyaar nahi hota.

  • Har mulakat ka anjam judai

    Zindgi jab bhi teri bahon mein lati hai hamein, Yeh zaami chand se behtar nazar aati hai hamein, Har mulakat ka anjam judai kyon hai, Aab to har waqt yahi baat satati hai hamein.

  • Apnay pyaar per naaz hota hai

    Har dharkan mein ek raaz hota hai, Baat ko batane ka ek andaaz hota hai, Jab tak thokar na lage bewafai ki, Har kisi ko apnay pyaar per naaz hota hai.

  • Zindagi bhar ke saath

    Pyaar karnewale anjaam nahi sochate hai, Aankhein band karke bharosa kar lete hai, Zindagi bhar ke saath ki umeed laga lete hai, Par phir bhi kabhi pyaar mein dil tut jaaye toh, Apne yaar se shikayat nahi karte hai.

  • Aankhon mein jhaank kar dekhieya

    Zubaan hai sirf ek zariya nahi, Jo aap shabdon ko samajh payeinge , Kabhi aankhon mein jhaank kar dekhieya, Hazaroon alfaaz khud ba khud bekhar jayeinge.

  • Bataa na bhi muskil

    Kaun jaanta hain kis ke dil ka haal, Bataa na bhi muskil hain, Aankho ko samajh paana bhi muskil hain, Kisi ek ke bin reh paana bhi muskil hain, Kisi pe aitwar kar paana bhi muskil hain.

  • Unki tamanna karenge puri

    Agar milega waqt to bataenge unko, Unke diye zakhm bhi dikhaenge unko, Unki yeh bhi tamanna karenge puri ek din, Jab niklegi aakhri saans bhool jayenge unko.

  • Deedar ko tarasti hain

    Khamoshiyan teri mujhse baatein karti hain, Meri har aah har dard samajhti hain. Pata hai majbur hai tu bhi, Phir bhi aankhein tere deedar ko tarasti hain.

  • Ham pe shaq hain

    Maut se daar nahi lagta mujhko Tujh se judaai ka daar hain Kisi aur ka haq nahi mujh pe Sirf tujhe haq hain Punch lo apni dhadkano se Kitna pyaar hain aapse Aur aapko ham pe shaq hain.

  • Maat pucho kya gujarti hai

    Mohabbat mein laakho zakhm khaye humne Afsos unhe humpar aitbar nahi Maat pucho kya gujarti hai dil par Jab woh kehte hai humein tumse pyaar nahi.

  • Utha ke le gaya koi

    Kabar ki mitti utha ke le gaya koi, Issi bahane humein choo kar chala gaya koi, Tanhayi aur andhere mein khush they hum, Lekin phir se intezaar karne ki wajah de gaya koi.

  • Kya umeed hoti hai

    Mohabbat se hamain kya umeed hoti hai, Mohabbat to beumeed hoti hai, Chahate hai jine hum jaan se bhi zyada, Bewafai unhi se to naseeb hoti hai.

  • Jaha teri kami hogi

    Zuban khamosh, ankhon mein nami hogi, Yahi bas ek dastan-e-zindagi hogi, Bharne ko to har zakham bhar jayega, Kaise bharegi woh jagah jaha teri kami hogi.

  • Na zane kaise

    Zindagi lehar thi aap shail hue, Na zane kaise hum se bhool hue, Aur hum aapki dosti ke kabil na hue, Na bhulenge hum uss haseen pal ko, Jab aap hamari choti se duniya mein shamil hue.

  • Zindagi ka yahi dastur hai

    Khushi mile to hass na saki, Gum mile to roo na saki, Zindagi ka yahi dastur hai, Jise chaha usse pa na saki, Aur jise paye usse chaha na saki.

  • Dil ki baat

    Dil ki baat ko izhaar kehtay hain, Jhuki nigaahi ko ikraar kehtay hain, Sirf paanay ka naam mohabbat nahi doston, Kuch khonay ko bhi pyaar kehtay hain.

  • Mohabbat uss bewafa se

    Kash humne ki na hoti mohabbat uss bewafa se, To aaj hume wafa ke badle bewafi mili na hoti, Chahate toh aaj bhi unhe aapni jaan se jyaada, Magar woh wafa nahi samjhti.

  • Kabhi Jo Ehsas Ho TumKo…

    Kabhi Jo Ehsas Ho TumKo K Tum Acha Nahi Kartey, Jo Mujh Ko Yon Rulaatey Ho Lahoo Mera Jalatey Ho, Ager Iss Aag Main Jal Ker Main Ik Din Raakh Ho Jaon, Mujhay Dil Se Bhula Deyna Samander Mein, Bahaa Deyna Mager Ye Yaad Rakhna Tum KHUDA Se Ye Duaa…

  • Mohabbat haar k jeena….

    “Mohabat” Haar K “Jeena” Bohat “Dushwar” Hota Hai.. ..! Osay Bus Itna Bata Daina “Bharam” Tora Nai Karty…!!

  • Zindagi udass rehti hai

    Iss dil ko kisi ki aahat ki aas rehati hai, Nigahain ko kisi soorat ki pyass rehti hai, Tere bina zindagi may kami toh nahin, Phir tere bina zindagi udass rehti hai.

  • Jisse paya usey yun kho diya jaise

    Zindgi mein humme kabhi kuch chaaha hi nahi, Jisse chaha usse kabhi paya hi nahi, Jisse paya usey yun kho diya jaise Zindagi mein kabhi koi aaya hi nahi

  • Toot gaya dil par arman wohi hai

    Toot gaya dil par arman wohi hai, Door rehte hain phir bhi pyaar wohi hai, Jaante hain ki mil nahi payenge, Phir bhi en aankho mein intezaar wohi hai.

  • Duaa na karna

    Duaa na karna hamare liye, Hamein duaa ki zarurat nahi, Karni ho to baadduaa karna hamare liye, Kyon ki, Kisko aab hamari zarurat hi nahi.

  • Pal pal tarse

    Pal pal tarse uss pal ke liye, Pal aaya bhi to kuch pal ke liye, Socha tha usse zindagi ka ek hasin pal bana lenge, Par woh pal ruka bhi to kuch pal ke liye.

  • Someone told me

    Someone told me to be quiet, Someone told me to say, But I could neither be quiet, Nor could I say.