• Kitne Din beet gaye

    Kitni Rateein beet gayi, Kitne Din beet gaye, Bas beeta naho to yaadon ka wo pal, Woh guzra hua kal, Beeti nahi to Aankhon ki namia aur aapki kami.

  • Hum kafan chod denge

    Panchi keh rahe hai ki hum chaman chod denge, aur sitare keh rahe hai ki hum gagan chod denge, agar tere ishq mein mai mar bhi jau ae sanam, tum dilse pukar lena hum kafan chod denge.

  • Its more painful

    It break ur heart to c da 1 u luv is happy with sum 1 else, but its more painful 2 know dat da 1 u luv is unhappy with u

  • Hum aaj bhi khade hai usi mode per

    Aap humko bhoola doge ek choti si bhool per. Chod kar chal doge ek anjane se mod per, Agar jaroorat pade to awaj de lena, Hum aaj bhi khade hai usi mode per.

  • Kahani hi badal dali

    Waqt ne sari kahani hi badal dali, Pyaar ka naam jo aata hai to dar lagta hai, Zakham kuch aise bhi apno ne diye hai mujhko, Ab koi haath milata hai to dar lagta hai.

  • Zindagi ki sham

    Ujale apni yadon ko hamare sath rahne do, najane kis gali me zindagi ki sham ho jaye.

  • Bhula ke bhi bhool na sake

    Bhula ke bhi hum tujhe bhool na sake, Pyaar kar ke bhi ek achcha naam pa nasake, Kyu di meri dosti ko aisa naam, Ke jinda reh ke bhi mar nasake.

  • Kafan na dalo

    Kafan na dalo mere chere par mujhe aadat hai muskurane ki, aaj ki raat na dafnao mujhe yaaro aaj ummid hai uske aane ki.

  • Janaaza jab nikle

    Janaaza humara jab unki gali se nikle Unhe khidki par bitha dena, Wo dekhe ya na dekhe, Humare chehre se kafan utha dena.

  • If I had a camera

    If I had a camera I’ll snap every your movement Every smile Every actions And keep in my House to scare all ghosts ha…

  • Aapke khayalon se fursat nahi milti

    Aapke khayalon se fursat nahi milti, Hame ek pal ki raahat nahin milti, Mil to jata hai sab kuch hame magar, Aapki ek jhalak nahin milti.

  • Bichar gaye sab dost

    Dekhte hai aaj hum uss rah ki veeraniyan, Yaron ke sang kati jaha humne zindaganian, Guzra woh daur, bichar gaye sab dost, Saath reh gayi toh un lamhon ki kahaniyan.

  • Aapki judai ne hamein shayari sikha di

    Aapki judai ne hamein shayari sikha di, Judai ke gam ne hamein manzil bhula di, Chahte to nehin thaey aapse juda hona para Kya karein agar hamein apno ne hi peeth dikha di…..

  • Humne tumse pyaar kiya hai

    Humne tumse pyaar kiya hai, Humne tumko dil ye diya hai, Hum tumko ab khona nehin chahte, Dur tumse hona nehin chahte, Ab tum hi batao ke kya karen, Tumse ye aakar kaise kahen, Ke tum na mili to reh nehin paayenge. Bin tere hum mar jayenge..

  • Dil ko todkar haste ho

    Dil ko todkar haste ho ! Dil ko tadapakar haste ko ! Zindagi kum pad gayi mohobbat ke liye ! Is mohabbat ka anjaam dekh kar haste to ! Hum to ek pal na jee sake bin aapke ! Aap hume ruswa karke haste ho ! Har kadam par aapka…

  • Bas ek bar mujhe maaf kar de

    Bas ek bar mujhe maaf kar de mere yaar… Mera sabar bas ab tootne ko hai ! Bas ek bar mujhse milne to aa… Mere jism se rooh bas ab nikalne ko hai ! Bas ek bar apni aakhon se kuch aasoo to baha… Mera janaza bas ab uthne ko…

  • Maine usse ek ishara kiya

    Maine usse ek ishara kiya Usne salaam likh ke bheja. Maine pucha tumhara naam kya hai? Usne chand likh ke bheja. Maine pucha tumhe kya chahiye? Usne saara aasmaan likh ke bheja. Maine pucha kab miloge? Usne qyamat ki sham likh ke bheja. Maine pucha kis se darte ho? Usne…

  • Fark sirf itna hoga

    Tere ghar se doli uthaigi, Muje bhi 4 uthaenge tuje bhi 4 uthaenge, Par fark sirf itnaa hoga ki tuje tere sage uthaenge, Aur mujhe mere yaar uthaaenge, Mujh per bhi phool bikharenge aur tujh per bhi phool bikharenge, Par fark sirf itna hoga ki tujh par bikharey hue phool…

  • Hum jaisa pyaar phir kaha se paoge

    Gar jo dil ki suno toh haar jaoge, Hum jaisa pyaar phir kaha se paoge, Jaan dene ki baat toh har koi karta hai, Zindgi banane wala kaha se laoge, Jo ek nazar dekhoge humein, Har taraf humko hi paoge, Yakeen apni chaaht ka itna hai mujhe, Meri aankhon mein…

  • Haal dekh kar mera

    Haal dekh kar mera khuda bhi tadap jayega, Jab bhi hogi bewaffai ki baat nujhe bhi koi bhoola yaad aayega, Are apno ne kya kami rakhi jo ab koi anjan sitam dhayega, Mat chu palkon ko Hai itna dard isme ke tera daaman bheeg jayega.

  • Naseeb mein likha hai

    Nazar chahti hai didaar karna, dil chahta hai pyaar karna, kya batayein is dil ka aalam, naseeb mein likha hai intezar karna.

  • Aankh bhar aati hai

    Ussey yaad karun toh aankh bhar aati hai, Meri mohabbat mujhe hi rulati hai, Uske bina hoon udass main, Bheer mein bhi tanha hoon main.

  • Dil ko tumne rulaya hai

    Pehle bhi kabhi suni thi, ye pyaar ki baatein, Pehle bhi dil ko bahut dukhaya hai. Aaj phir tumne kuredein hain, wo zakhm, Aaj phir iss dil ko tumne rulaya hai.

  • Tum kya jaano judai ka gum

    Tum kya jaano judai ka gum, Humse pucho jiska chuta hai beech raste mein hum dum, Tumne toh keh diya tera dil tuta hai, Humse pucho hamara saath kiss se chuta hai, Tum kya jano woh kya thay hamare, Unke liye thay hum apna sab kuch haare, Tum kya jaano…

  • Aap to chand ho

    Aap to chand ho jise sab yaad karte hai Aur hamari kismat to taro jaisi hai Humein yaad karna to door… Log apni khawahish ke liye Hamare tutne ki fariyad karte hai.

  • Us ne mujh se mahabbat ki

    Meine us se mohabbat ki Zindagi bhar saath nibhane ke liye Us ne mujh se mahabbat ki Ek din sath chod jane ke liye

  • Tum sab se badi bewafa hogi

    Yeh kabhi na socha tha tumse humari judai hogi, Tumse dil lagane ki saza tum mujhe aise dogi, Hum toh aapki wafa pe zinda the, Yeh na socha tha kabhi tum sab se badi bewafa hogi.

  • Tumhara hi nasha dhoondta hoon

    Ek boond sharab mein tumhara hi nasha dhoondta hoon, Issi bahane main har roz ek mehfil dhoondta hoon, Bewafai ka zakhm toh chupa lete hain yaaro, Par un yaadon ke liye ek kafan dhoondta hoon.

  • Khud nishana ban gaye

    Zakhm itne gehre hain, Izhaar kya karen.. Hum khud nishana ban gaye, Waar kya karen.. Mar gaye hum, magar khuli rahi aankhen Ab isse zyada unka intezaar kya karen.

  • Saanse thamne lagi hai

    Pal pal saanse thamne lagi hai, Zindagi maut ke pehlu mein sone lagi hai, Uss bewafa se na pooch meri maut ki wajah, Woh toh bas zamane ko dikhane ke liye ro rahi hai!