• Dil ki dhadkane sunaye kaise

    Dil ki dhadkane sunaye kaise, Hum apne dil ka haal bataye kaise, Dil hai jis k liye dewana, Use hum apna banayen kaise, Apney bhi aab paraye lagte hai, Hum apne pyaar is zalim dunia se chupaye kaise.

  • The tradegy about life is not death

    The tradegy about life is not death itself But it’s when something dies within you while U still alive bcoz u live 2 fell the hurt, Love is very important in life and it almost died within me But u came and rescued it.

  • Kuch nasha to aapki baat ka hai

    Kuch nasha to aapki baat ka hai, Kuch nasha to dheemi barsaat ka hai, Hame aap yuhi sharabi na kahiye, Yeh dil par asar to aapse mulaqat ka hai.

  • The tradegy about life is not death

    The tradegy about life is not death itself But it’s when something dies within you while U still alive bcoz u live 2 fell the hurt, Love is very important in life and it almost died within me But u came and rescued it.

  • Kuch ajeeb faslo ka janm ho raha hai

    Kuch ajeeb faslo ka janm ho raha hai Naseeb mera jaagkar bhi soo raha hai Kaise keh du tuta dil dhadakta nahi Jabki aaj dil ka har tukda ro raha hai .

  • Chahat main kisi ka imtihaan na lena

    Chahat main kisi ka imtihaan na lena, Jo nibha hi na sako wo waada na dena, Jiss ko tum bin jeene ki aadat hi na ho, Usse kabhi jeene ki dua na dena.

  • Haath mein zakham to aaya hota

    Kaash banane waale ne dil sheeshe ka banaya hota … to todne waale ke haath mein zakham to aaya hota

  • Zindagi itne dard deti hain

    Zindagi itne dard deti hain, Dil mein fir bhi ummid rehti hain, Dil kehta hain kuch nahin hoga, Par kuch to hoga ummid kehti hai.

  • Mohabbat main lakhon zakham khaye humne,

    Mohabbat main lakhon zakham khaye humne, Afsos unhain hum par aitbar nahi, Mat pocho kya guzarti hai dil par, jab woh kehte hain humain tumse pyar nahi.

  • Dard mein muskurana seko

    Dil phar pathar rakhna seko, Apna dukh sansee se chhupana seko, Dard-e-dil hamein bhi hai magar, Hamare tarah dard mein muskurana seko.

  • Unse mila hua dard hamare paas hai

    Zakham dene wale to is baat se anjan hai, Par unse mila hua dard hamare paas hai, Chubhne par kitni taklif hoti hai, Kya kaanch ke us tukde ko bhi iska ehsas hai.

  • Bewafai ka fasana hai

    Mohabbat kar ke dekhi to, mohabbat ko pehchana hai. Wafa bas naam ki hai, bewafaai ka fasana hai.

  • Tujhe bhoolne ki vade kartre hai

    “Bhoolneki tujhe najane hum kitne vade karte hain, Kaise bhoolu tujhe,yeh sochker tume yaad karte hain, Jab bhi hota hai zikr zamane mein pyar aur wafaa ki, To tumhe bewafa ke bahane yaad karte hain “

  • Dil dhadakta hai abhi

    Diqqat ho rahi hai dafn hone me abhi, Tasweer na sahi tasawwur hai abhi, Jaam na sahi tisnagi hai abhi, Saanse tham gayi hai dil dhadakta hai abhi

  • Dil Ki Zubaan

    Dil ki zubaan woh samaj nahi patey, Hotoon se hum kuch keh nahi patey, Apni bebasi kis tara hum kehein, Ek woh hai jis k bina hum reh nahi patey.

  • Kuchh nahi bacha hai

    Har udasi hai mere dil par chhayi hui, Har khusi hai mujhse ghabrayi hui, Kuchh nahi bacha hai meri zindgi ke daman me, Chand kaliyan hain wo bhi murjhayi hui.

  • Dil jo dooba aash ke gam me

    Dil jo dooba aash ke gam ankh me machal gaye, Ek chirag kya bujha sau chirag jal gaye, Meri unki raah bas itni der ek thi, Do kadam chale hi the ki raste badal gaye.

  • Tujhe zindagi bhar kabhi na bhulaaonga

    Ek roz bhari duniya se chala jaoonga guzre huey waqt ki tarha wapas na aaoonga tujhse jo pyar mila hai, us pyar ki kasam tujhe zindagi bhar kabhi na bhulaaonga

  • Mujhe tukdo mein nahi jina hain

    Mujhe tukdo mein nahi jina hain, Gam ke aashuon ko nahi pina hain, Saaraa maikasida pila do yaaro.. Per kisi ki aankhon se nahi pina hain, Chahe zindagi ruthen ham se, Kisi ki chahat mein nahi marna hain!

  • Dil jo tut gaya to fariyad karoge tum

    Dil jo tut gaya to fariyad karoge tum, Hum na rahe to yaad karoge tum, Aaj to kehte ho waqt nahi, Par ek din mere liye waqt se fariyad karoge tum.

  • Jise ham apna khuda mante the.

    Kadam yun hi ladkhada gaye raste se, Varna sambhalna to ham bhi jante the. Thokar lagi bhi to us patthar se, Jise ham apna khuda mante the.

  • Kaise karein apne ishq ko bayaan

    Kaise karein apne ishq ko bayaan Koi karta hi nahi aithbaar, Hai hume jinse mohabbt Unko hi nahi humse pyaar.

  • Jane kyon is jahan main aisa hota ha

    Jane kyon is jahan main aisa hota hai, Khushi jise milay wohi rota hai, Zindagi bhar sath nahi nibha sakty   Na jane pyar unhi se kyon hota hai.

  • Karte hain kya woh

    Tanhaiyoon se darte hain jo,karte hain kya woh, Mohabat se door hain jo, karte hain kya woh, Marte hain jo es jahan main, roote hain kiyoon loog, Karte hain jo mohabat,kiyoon bante hain bewafa woh.

  • Kashish dil ki har cheez bhula deti hai

    Kashish dil ki har cheez bhula deti hai, Band aakhon mein bhi sapne saja deti hai, Sapno ki duniya jarur rakhna dost, Kyun ki hakikat to aksar logo ko rula deti hai.

  • Is dil mein basa tha pyaar tera

    Is dil mein basa tha pyaar tera, Woh dil to kabhi ka tod diya, Badnaam na tujhe hone denge, Tera naam bhi lena chhod diya.

  • intezaar bahut hai …

    Jiski jhalak mein karar bahut hai Uska milna dushwar bahut hai Jo mere hatho ki lakiron mein nahi Mujhe apni joy se pyaar bahut hai Jisko mere dil ka raasta bhi maloom nahi Dhadkanon ko phir bhi uska intezaar bahut hai …

  • Ghum Naa Chupata!

    Do Kadam TO Sab Chal Lete Hain Par Zindagi Bhar Ka Saath Koi Nahi Nibhata Agar Ro kar Bhulaai Jaati Yaadein To Hanskar Koi Ghum Naa Chupata!

  • Mujhay yeh bata Mujhay bhool kar Tujhe kya mila

    Meri ZINDAGI..! Mujhay yeh bata Mujhay bhool kar Tujhe kya mila. Meri hasratoon Ka hisab day, Dil toor kar,! Tujhe kya mila Tere 4 din k Pyar se mujhe,, Umar bhar ka Ghum mila Main toot kar Bhikhar gya,, Mujhe toor kar Tujhe kia mila..

  • Wo likhte hain hamara naam mitti mein

    Wo likhte hain hamara naam mitti mein, Aur mita dete hain, Unke liye to ye khel hoga magar, Hamein to wo mitti mein mila dete hain.