Pyaar ka dard kam hua
Dheere dheere se ab tere pyaar ka dard kam hua, Na tere aane ki khushi hui aur na jaane ka gam hua, Jab log mujhse puchte hain hamari dosti ki dastaan, Main keh deta hun ki ek fasana tha jo ab khatm hua.
Main khush kyo nahi
Hakikat nai puch mere fasane ki, Tere jate he badal gahi nazar zamane ki, Log puchte hai main khush kyo nahi, Kaya kahu meri to aadat thi tere sang muskurane ki.
Uska pyaar pana
Mushkil nahi hai ishq lagana, Usse bhi aasan hai uska pyaar pana, Phir bhi darte hai hum pyaar se, Kyonki sab se mushkil hai usko bhual pana.
Kabhi kabhi to ro parti hain Ankhain
Kabhi kabhi to ro parti hain Ankhain Udaas hone ka koi sabab nhi hota Main apne dil ko yeh Baat kaise samjhaon k kisi ko chahne se koi apna nhi hota
Hame tanaha kar gaye
Pyaar woh hame bepanah kar gaye, Phir zindagi main hame tanaha kar gaye, Chahat thi sath hone ki, Par woh lout kar aane ko bhi mana kar gaye.
Tadpana dil ko padta hai.
Tapan suraj se hoti hai, Tapana jameen ko padta hai, Mohabbat Ankho se hoti hai, Tadpana dil ko padta hai.
Tanhai mein bikhar jayenge
Yaadon ke phool tanhai mein bikhar jayenge Kya pata bikhar kar kidhar jayenge Lekin gujare jo lamhe sath aapke Wo lamhe har halat mein yaad aayenge
Khuda kisi ko kisi pe fida na kare
Khuda kisi ko kisi pe fida na kare, Kare to qayamat tak juda na kare, Yeh mana ki koi marta nahi judai mein, Lekin jee bhi to nahi pata tanhai me
Wafa k saath nibhayenge
Teri bewafai ko us wafa k saath nibhayenge, K teri ankhon say bhi aansoo nikal jayenge, Yeh wada hai k hum tujhe us mod tak layenge, Jahan hum apna dard teri aankhon say chalka kay dekhayenge.
Yaad mein teri aansoo bahate hai koyi
Yaad mein teri aansoo bahate hai kuy Har saans ke sath tujhe yaad karte hai kuy Mout to sach hai aani hai Lekin teri judayi mein har roz marte hai kuy
Abhi se yaad karna chhod diya
Itna jaldi daaman chod diya, Itna chaldi vaada tod diya, Abhi to zindagi ka sansein hai baaki, Aur aapne abhi se YAAD karna chhod diya
Pyaar ke jaam ko aise na piya
Pyaar ke jaam ko aise na piya, Ki aadha piya aur adha chhod diya, Yaaron ye pyaar hai pyaar, Nahi koi VIM BAR, Jo thoda sa lagaya aur bas ho gaya.
Umeed ki thi maine khushiyan ki
Umeed ki thi maine khushiyan ki Ab toh woh kashtiyan bhi doob chuki hai Har koi lagne laga hai paraya Mujhse juda hochuka mera hi saaya
Hogaya kitna paraya apna hi dil
Hansi ke peeche hazaaron aansoo chhupate chale Dil main ghum ka dariya sambhaalte huey Na koi raasta… Na koi manzil Hogaya kitna paraya apna hi dil
Darte hai hum ab khwaabon se
Darte hai hum ab khwaabon se Kahin phirse umeed na laga bhete apno se Ab toh tanhayi hi apni mehfil hai Ye soch ke har pal ko jiye jaa rahe hai
Pyaar kya hota hai hum nahi jante
Pyaar kya hota hai hum nahi jante, Zindagi ko apna hum nahi mante, Gum itne mile hain k ab ehsas nahi hota, Pyaar kare koi to vishwas nahi hota!
Pal do pal sath guzar lo
Lamha lamha waqt guzar jayega, Rooh ka daman bhi sath chod jayega, Abhi waqt hai pal do pal sath guzar lo, Kal kya pata kon kiski jindgi se chala jayega.
Hamari kamzori
Aapki muskan hamari kamzori hai, Keh na pana humari majboori hai, Aap kyun nahi samajhte is khamoshi ko, Kya khamoshi ko bhi zuban dena zaroori hai.
Aansu na hote ankhon mein
Jo aansu na hote ankhon mein, To ankhen itni khobsurat na hoti, Jo dard na hota dil mein, To khushi ki kimat pata na hoti, Jo bewfayee na ki hoti waqt ne, To judai main jine ki aadat na hoti.
Ye mulaqat guzar jati hai
Kitni jaldi ye mulaqat guzar jati hai, Pyaas bujhti nahi barsat guzar jati hai, Apni yadoon se keh du na aya karein, Neend atti nahi aur raat guzar jati hai.
Itna pyaar kyon hai
Ek ajnabi se mujhe itna pyaar kyon hai, Inkar karne par chahat ka ikraar kyon hai, Use pana nahi meri taqdeer mein shayad, Phir har mod pe usi ka intezar kyon hai.
Jab hum bahot dur chale jayenge
Kabhi na kabhi to baharon ke phool murjha jayenge, Bhule bhi kabhie hum tumhe yaad aayenge, Ehsaas hoga tumhe meri dosti ka jab hum bahot dur chale jayenge
Koi samajh na paya
Mere pyaar ko duniya mein koi samajh na paya, Rote thay jab tanha koi mere saath na aaya, Mita diya khud ko unke liye pyaar mein, Aur wo kehte hai ki mujhe pyaar karna na aaya.
Pe hai sharab har gali har dukan se
Pe hai sharab har gali har dukan se, Ek Dosti si ho gai har sharab k jaam se, Guzre hain kuch aise makam se, K nafrat si ho gai hai mohabbat k naam se.
Unka pyaar basa tha
Jin aankhon mein unka pyaar basa tha, Aaj unhi ke liye baraste dekha hai, Kabhi unke sath har pal guzara tha, Aaj unke liye khudko taraste dekha hai.
Wah kya gazal likh di
Kagaz pe humne zindagi likh di, ashkon se seench har khushi likh di, dard jab humne ubhara lafzo pe, logo ne kaha wah kya gazal likh di
Tumare sath reh nahi sakti
Tumare sath reh nahi sakti, Tume khokar ji nahi sakti, Ye kaisa pyaar hain mera, Kisiko chahakar pa nahi sakti.
Aek thaka hua ansoo
Taptey sehraa main karaktey dhoop main Main nikal parey tujhey dhondhney ko Per marey hath kya ayea Sadion ke tanhaye aur Aek thaka hua ansoo
Aapki muskan hamari kamjori hai
Aapki muskan hamari kamjori hai, Keh na pana hamari majburi hai, Aap kyon nahin samajhte is khamoshi ko, Kya khamoshi ko zuban dena jaruri hai?
Is zindagi ne diya hai hume hazar dukh
Is zindagi ne diya hai hume hazar dukh Pyar jab jab kiya pyar ne dhoka diya hazar baar Aaj bhi dil dhadakta hai humara Dar lagta us hawa k jhonka se jo apne sath khushian lati hai
Category: Hindi Broken Heart SMS
Urdu / Hindi Broken Heart SMS messages & quotes collection