Bebas hai insaan apni kismat ke aage
Bebas hai insaan apni kismat ke aage, Bebas hai sapne haqiqat ke aage, Koi ruki huwi dhadkan se puche , Kitna tadapta hai dil mohabbat ke aage.
Kyon bante hain bewafo woo?
Tanhaiyoon se darte hain jo, karte hain kya woo? Mohabat se door hain jo, karte hain kaya woo? Marte hain jo es jahan main, roote hain kyon loog? Karte hain jo mohabat, kyon bante hain bewafa woo?
Kyon pyaar se tara jee bhar jata hai
Kyon pyaar se tara jee bhar jata hai, Kyon ishq ka nasha jald utar jata hai, Phale iqrar aur ab inkar, Kyon to moosam ki tarhan badal jata hai.
Milna hai to mil
Milna hai to mil, Isi duniya ke chaman main, Phir kya milna hoga, Jab laaash hogi kafan mein.
Haseen chehre par
Haseen chehre par, Kabhi aetbaar na karna, Tod dete hai dil, Kabhi pyaaar na karna, Hai guzarish doston se meri, Mar jaoge woh na aayenge, Kabhi intezaar na karna.
Daag ansuon se dhoye hain
Daag ansuon se dhoye hain, Jab bhi tanha huye hain roye hain, Dil mein kyonkar na uge yaad teri, Dil mein tere hi khawab boye hain.
Tum nahi aye lakin
Tum nahi aye lakin, Tum hari yaad chali ayi hai, Kal tum hamare sath thay, Aj bas hum hain aur ye tanhai hai.
Mere dil mein tha thikana unka
Mere dil mein tha thikana unka, Do kadam bhi unse aya na gaya… Main ne pucha ke kyon toda wada mera? Woh hass kar bole nibhaya na gaya…
Naa karta shikayat zamane se koi
Naa karta shikayat zamane se koi, Agar maan Jata manane se koi, Kisi ko kyu yaad karta hai Koi, Agar bhool jata hai bhulane se Koi…
Zindagi ne mara hai
Mein deewana hoon Mujhe dil lagi ne mara hai Mout ne chhod diya Zindagi ne mara hai
Wafa na sahi bewafayi to milti hai
Mehfil na sahi tanhayi to milti hai Milan na sahi judayi to milti hai Kaun kehta hai mohabbat mein khuch nahin milta Wafa na sahi bewafayi to milti hai
Nasha ham karte hai
Nasha ham karte hai, Ilzam sharab pe aata hai, Is mein shrab ka kya kasoor, Unka hai jinka chehra, Har jam mein najar aata hai.
Mehfil mein kuch to sunana padta hai
Mehfil mein kuch to sunana padta hai, Gum chupakar muskurana padta hai, kabhi ham bhi dost the aapke, Aaj kal aapko yad dilana padta hai.
Unhone hi bhul jaane ka paigaam de diya
Mujhe kisi ne bewafa ka naam diya Saathi ne jaise zeher ka jaam diya Jo kabhi kaha karte they, bhula mat dena Unhone hi bhul jaane ka paigaam de diya
Mujhe pyaar karna na aaya
Mere pyar ko dunia mein koi na samaj na paya, Roti thi jab tanha koi mere saath na aaya, Mita diya khud ko unke liye pyaar mein, Aur wo kehte hain ki mujhe pyaar karna na aaya
Woh nazar se utna hi dur hai
Yeh meri talash ka jurm hai, Ya meri wafa ka kasoor, Jo dil ka jetne kareeb hai, Woh nazar se utna hi dur hai
To aap apne hosh kho diye hote
Agar humne aapko apne gum de diye hote, To aap apne hosh kho diye hote, Hum to phir bhi muskura rahe hai, Aap to khuda ki kasam ro diye hote!
Paas aa kar sabhi door chale jate hain
Paas aa kar sabhi door chale jate hain, Hum akele they akele hi reh jate hain, Dil ka dard kis ko dikhayein, Marham lagane wale hi zakham de jate hai.
Ye mahobbat hai jara bach ke rehna
Kali ne pholo ko kuch khash banaya, Pholo ne mali ko kuch khash dekhaya, Ye mahobbat hai jara bach ke rehna, Isne na jane kitno ko devdas banaya.
Bedard hoti hai ye mohabbat bhi
Murjhaie phoolon ki bagiya Chubhte kanto ki kami nahi Bedard hoti hai ye mohabbat bhi Loot leti sab kuch der usko lagti nahi
Hamne to kinare se dosti kar li
Kabhi jis dil mein naam hamara dhadakta tha, Jin aankhon mein kabhi hamare hi sapne hote the, Jin hothon par har waqt hamara hi naam hota tha, Aaj wahi dil, wahi aankhe, wahi sab begane se lagte hain. Shayad wus dil ki kasti ko naya manjhi mil gaya, Apna kya,…
Bina kafan ke jala deti hain
Mat karo in hasino se pyar, ye mitti mein mila deti hain, Ye itni bedard hoti hain ke bina kafan ke jala deti hain
Wo meri palko ko pani de gayi
Jate jate wo achhi nishani de gayi Umar bhar dohora sakoo aisi kahani de gayi Mein to us ki mohabbat ka pyasa reh gaya Par wo meri palko ko pani de gayi
Category: Hindi Broken Heart SMS
Urdu / Hindi Broken Heart SMS messages & quotes collection