• kuch ajeeb faslon ka janam ho raha hai

    Kuch ajeeb faslon ka janam ho raha hai, Naseeb mera jaag kar bhi soo raha hai, Kaise keh doon tuta dil dharakta nahi, jab ki aaj dil ka har tukra roo raha hai..

  • sabab judai ka kuch to batao mjhe

    Sabab judai ka kuch to batao mujhe, phir chahe dil-0-jaan se satao mujhe, chalo ye mana k tumhe fursat hi nahi, magar ye lazim to nahi k bhool jao mujhe..

  • Wo humein dekh kar muskuraye na hote

    Meri aankhon main Ansu aaye na hote, Wo humein dekh kar muskuraye na hote, Sochti hun aksar tanhai may main, Meri zindagi main kash wo aaye na hote, Na tarapte hum unke liye itna, Dil ne khawab unke sajaye na hote, Naa toot kar bikharti main is kadar, Kash wo…

  • ik khata ky badly

    Yun wafa kay silsilay musalsal na rakh kisi say….! ‘Log ik khata ky badly , Saari wafaein bhool jaaty hain.

  • 2 qadam k bad

    ..*..Main “BOJH” Ban jaon ga “Apno” Hi pe ek din..Â¥.. ..Â¥..Dekhna sab “kaandhey” Badal Rahey honge Har 2 Qadam k Bad..

  • Judai apki rulati rahegi

    Judai apki rulati rahegi, Yaad apki aati rahegi, Pal pal jaan jati rahegi, Jab tak jism mein hai jaan, Har saans ye rishta nibhati rahegi.

  • Kash ye dil apne Ikhtiyar

    Kash ye dil apne ””’Ikhtiyar main hota,,,,,,,,,,,,,,,,   Na kisi ki yad ati ,,,,,,,,   Na kisi se pyar hota……….

  • ” Tujh” se ” milne ” ko

    ” Tujh ”se ” milne ” ko kbhi hum jo ””’Machal””’ jate hain to ” khayalon”mein ” bahot ” door ” nikal ” jaty han Gar ” wafaon mein”sadaqat ” bhi ho ”shidat” bhi Phir to ” ehsaas” se ” pathar ” bhi ”pighal ” jate hain ”nashy mein hon…

  • love hurts the most

    Love hurts when you break up with some one. Hurts even more when someone breaks up with you But love hurts the most when the person, You love has no idea how you feel.

  • Bichadne ka gum zaroor de jate hain

    Bade ajeeb hain ye zindagi ke raaste, Anjane mod par kuch log dost ban jate hain, Milne ki khushi de ya na de, Bichadne ka gum zaroor de jate hain.

  • Aasuwo ko chipana pada

    Roshani se hame apne dil ko jalana pada, Dard sahekar bhi hame muskurana pada, Aap log sada haste rahe, Iss liye hame aasuwo ko chhipana pada.

  • Wo Hamara Hota

    Umar Bhar Chaha k Zamen-o-Aasman Hamara Hota Kash K Khwahishon Ka B Koi Kinara Hota Ye Soch K Us MUSAFIR Ko Roka Hi Nhi Door Jata Hi Q Agr Wo Hamara Hota.

  • Koi dard, dard nahi lagta

    Iss dard ke baad koi dard, dard nahi lagta, Ke shiddat-e-dard kinteha hoti hai mohabbat, Nahi uthti woh aankhen phir kisi pe, Ke jin ankhon mein fanna hoti hai mohabbat, Umar bhar jin ka azzala na kar paaye, Bas ek aisi hi khata hoti hai mohabbat, Jo mil jaye toh…

  • Baat Din Ki Nahi Ab Raat Se Dar Lagta Hai

    Baat Din Ki Nahi Ab Raat Se Dar Lagta Hai, Ghar Hai Kacha Mera, Barsaat Se Dar Lagta Hai, Tere Tohfey Ne To Bas Khoon K Aansu He Diye, Zindagi Ab Teri Soghaat Se Dar Lagta Hai, Pyar Ko Chor Kar Tum Aur Koi Baat Karo, Ab Mujhe Pyar Ki…

  • Teri yaadon ke saath jaana hoga

    Ab aansuon ko aankhon mein sajana hoga, Chiragh bhuj gaye, khud ko hi jalaana hoga, Na samjhna ke tumse door rehkar khush hoon, Lekin humein logon ki khaatir muskuraana hoga, Phir shaam dhal gayee, tum ayye na aaj bhi, Dil ko aaj phir umeedoon se behlaana hoga, Yeh bhee maloom…

  • Bekhudi ki jindagi

    Bekhudi ki jindagi hum jiya nahi karte, Jaam dusro se chhen ke hum piya nehi karte, Unko mohabbat hai tho aake izhar kare, Peecha hum bhi kisi ka kiya nahi karte.

  • Do Hi Manzilain Hain

    .+””+.+””+.+””+.’+. ‘ ‘ .+” ‘ .+’ “+.+” “+.+” Dil Ki Raahon Main Do Hi Manzilain Hain faraz Ya Dil Main Utar Jana. Ya Dil Se Utar Jana.

  • Kabar ki mitti bhi de dete

    Majburi kya hai unhone batai toh hoti, Judai ki baat yun sunai na hoti, Kabar ki mitti bhi de dete hum unhe, Mari maut ki khwahish jatai toh hoti.

  • Yaad na aaye tumhe

    Meri pehchan bas nam hi sahi, Yaad na aaye tumhe itne badnam toh nahi, Hume bhul jana majburi hi sahi, Magar sachmuch bhool jao yeh zaruri toh nahi.

  • Gina Hi Nahi Tha

    Mujhay Bhi Pata Tha K Log Badal Jaate Hein . . . Magar … Meine Kabhi Tumhay Logon Mein Gina Hi Nahi Tha

  • Teri bewaffai ki chot se

    Nikal ke unke dil se hum mehfil mein aa baithe hai, Hamari mushkil yeh hai ke badi mushkil mein aa baithe hai, Ladkhadane lage hai hum teri bewaffai ki chot se, Log kehte hai pee ke sare mehfil mein aa baithe hai.

  • Tanha dekh saraab ko

    Yun toh peete hai hum bahot aehteyaam se, Par pee li hai aaj humne bahot tere naam se, Ise aadat mat samajhna yeh majboori hai meri, Milte hai roz jindagi humein har ek jaam se, Gum se nazar mili toh ghabra ke pee gaye, Khusi thodi si mili toh mila…

  • Kuch pehchaan baaki hai

    Kya kahein iss khel ko jo tune mere saath khele hai, Tujhe khus dekhne ke liye har sitam humne jhele hai, Kabhi paa hi nahi saka tumhe toh aaj judaai kaisi, Hum akele bhi tanha the aur aaj tanha bhi akele hai, Teri mohabbat ka ab bhi nishaan baaki hai,…

  • Na jane kyun log pyaar kar baithte hain

    Na jane kyun log pyaar kar baithte hain Na jane kyun log iqrar kar baithte hain Hum unhe apna samajkar zindagi bhar baithte hain Aur ek wo hai jo bewafai karke bas muskara baithte hain.

  • Zindagi girvi rakhker khareeda tha jise

    Aaj door se koi salam kargaya, Apni yaadon ka gulam kargaya, Apni zindagi girvi rakhker khareeda tha jise, Aaj woh hi hume neelam ker gaya.

  • Takleef to tab hoti ha

    Dil ke chhalon ko koi shayari kahe, To dil ko dard nahi hota. Takleef to tab hoti hai, Jab log wah-wah karte hain.

  • Barbaad wafa ka afsana

    Barbaad wafa ka afsana, Hum kiss se kahen aur kaise kahen, Khamosh hai lab aur duniya ko, Ashqon ki zuban malum nahi, Dil shola-e-gham se khaak hua, Ya aag lagi armaano mein, Kya cheez jali kyu seene se, Uthta hai dhuan malum nahi.

  • Muskura na sake hum

    En aankhon mein ab ashk toh nahi, Par ek arse se muskura na sake hum. En laboon pe ab tera naam bhi nahi, Par iss dil se tumhe nikaal na sake hum. Mita di teri yaadon se juri har nishani humne, Par teri woh yaadein hi mita na sake hum.

  • Dil todne wala kya jane

    Dil ke dard ko dil todne wala kya jane, Pyaar ke rivajo ko yeh jmaana kya jane, Hoti hai kitni takleef kabar mein, Upper se phool chadane waala kya jane!

  • Apno ne zahar ka jaam de diya

    Apno ne zahar ka jaam de diya Gairon ne bewafaa ka naam de diya Wo jo kehte ki bhul na jana hame Aaj unhone hi bhari mehfil mein anjan keh diya.