• free hindi ghazal sms messages collection contains best hindi ghazal sms , shayari , urdu poetry and so on

  • zaroor kisi DIL se pukara hoga

    Zaroor kisi ne DIL se pukara hoga, Ek bar to chand ne bhi aapko nihara hoga. Mayus ho gaye honge aasma ke taare bhi us din, jab zami par aapko Khuda ne utara hoga?

  • Tu hi dikhai deti hai

    Har kadam mein teri hi aahat sunai deti hai, Kya karu ki dard ab teri judaai deti hai, Neend bhar soye hue arsa hua mujhko, Ke rat bhar khwabo mein ab tu hi dikhai deti hai, Khilkhilahat se teri khilta tha yun jo ghar, Khamsohi ab deewar pe chaspa sunai…

  • Kabhi kitabon mein phool rakhna

    Kabhi kitabon mein phool rakhna Kabhi darakhton pe naam likhna Hamein bhi hai yaad aaj tak woh Nazar se harf-e-salaam likhna Woh chaand chehare woh bahaki baatein Sulagate din the mahakati raatein Woh chhote-chhote se kagazon par Mohabbaton ke payaam likhna Gulaab chehron se dil lagana Woh chupake chupake nazar…

  • Koi purani yaad

    Koi purani yaad mera rasta rok kar mujhse kehti hai, Itni jalti dhoop mein yun kab tak ghoomo ge, Aao chal ke beete dino ki chhaon mein bethe, Uss lamhe ki baat karein ke jiss mein koi phool khila tha, Uss lamhe ki baat karein jiss mein kisi ki aawaz…

  • Phir pyaar kisse tum kehte ho

    Phir pyaar kisse tum kehte ho, Khamoshi zuban ke lafzoon mein, Kuch posheeda si baton mein, Kuch chahat ki barsatein hai, En baton ko ham mudat se sene mein chpai baithe hai, Kuch payee bina kuch kho dena, Ye pyaar mein ham ne seekha hai, Suraj mein chand sitaroon mein,…

  • Apna banane ki ijazat dedo

    Dil mein basane ki khud ko iski ijazat dedo, Mujhko tum apna banane ki ijazat dedo. Tum meri zindagi ki ek haseen lamha ho, Phoolon se khud ko sajanay ki ijazat dedo. Main kitna chahta hoon kiss tarha bataoon tumhe, Mujhe yeh aaj batane ki ijazat dedo, Tumhari raat si…

  • main door nikal aya hoon pather k nagar se

    b khof nahi mjhe ksi raah-guzar se mai door nikal aye hoon pathar k nagar se wo mjh se mile ga ksi bhi morr per zaroor ye baat mjhe maloom hai aghaz- e- safar se jesa bhi hoon acha ya bura apne liye hoon mai khud ko nahi dekhta auron…

  • dil ke daryaa mein utar ke dekho

    dil ke daryaa mein utar ke dekho tum muhabbat mujh se kar ke dekho phir tumhein meri talab ho shaayad tum kabhi mujh se bichar ke dekho

  • sath main paake tujhe khoya

    sathI main paake tujhe khoyA, kaisA hai ye apanA nasIb ho tujhase bichhaD gayI main yAden terI hain mere karIb ho tU merI vaphAon men, tU merI sadAon men, tU merI duAon men ye raat khushanasIb hai

  • tujhe dekhne ke baad

    Main To Kal Sari Raat Jagta Raha, Tujhe Dekhne Ke Baad, Main Karwate Le Kar Machalta Raha, Tujhe Dekhne Ke Baad, Mere Dost Sare Apne Begane Ho Gye, Tujhe Dekhne Ke Baad, Sab Kehte Hai Log Main Badal Gaya, Tujhe Dekhne Ke Baad

  • jab mausam rang badalta hai

    Jab Gulab Kahin Pe Khilta Hai, Jab Mausam Rang Badalta Hai, Jab Badal Khoob Barasta Hai, Jab Hawa Se Khushbu Aati Hai, Jab Chandni Bhi Sharmati Hai, Tab Yaad Tumhari Aati Hai.. !!

  • baazid hai toofaan to kashti dubone de

    Palkein Mujhe Ashkon Se Bhigone De, Ab To Khul Ke Mujhe Tu Rone De, Chhod De Mere Halat Pe Mujhko, Jo Hota Hai Ab Hone De, Mat Rok Mujhe Mausam Ka Hawaala Dekar, Baazid Hai Toofaan To Kashti Dubone De.

  • wo zalim mare dil me rhe kar vi mera na bana

    Tu Wo Zalim Jo Dil Me Reh Kar Vi Mera Na Ban Saka, Aur Dil Wo Kaafir Jo Mujh Mein Reh Kar Vi Tera Ho Gaya, Sambhala Tha Bahut Dil Ko Hamne Aye Fahmi, Ki Teri Yaad Na Aye, Par Ankhon Mein Tera Chehra Kho Gaya

  • jaane kahaan se gham fizaaon mein aa gaya

    Jaane Kahaan Se Gham Fizaaon Mein Aa Gaya, Udkar Kahaan Se Dard Hawaaon Mein Aa Gaya, Shab-E-Vasl Pe Aalam Hai Shab-E-Hizra Sa Yaaron, Andaaz-E-Bewafaai Bhi Wafaaon Mein Aa Gaya

  • mushkil hai safar

    Khush The Akele Safar Mein Hum, Koi Anjana Mil Gaya, Sath Chala Yu Aisa Laga Zamana Mil Gaya, Chalt-Chalte Hua Wo Meharwan Hum Pe Kuch Is Tarah, Jaise Kisi Behte Hue Sagar Ko Kinara Mil Gaya, Kuch Der Chala Safar Mein Sath Mere, Jaise Pyar Diwana Mil Gaya, Manzil Alag…

  • Us Ne Hm Sy Poucha Teri Raza Kya Hai,

    Us Ne Hm Sy Poucha Teri Raza Kya Hai, Q Krte Ho Mohabat Wajah Kya Hai, Kese Bataon Us ko Meri Khata Kya Hai, Jo Waja Sy Kare Mohabat Us Main Maza Kya He.

  • Hans ke taal jata hai

    Wo muhabbat ki kuch aisi misaal rakhta hai… Ke mujse ziada hi mera khayal rakhta hai… Bina kahe hi mera har dard jaan leta hai.. Mujse le kar meri yaaden sambhal rakhta hai… Hans ke taal jata hai meri sab talkh baaton ko.. Woh dil ko jeet lene main kamaal…

  • Na milne ki qasam

    Na milne Ki qasam Kha K Bhi Main Ne, Tujhe Har Raah Mein dhunda bohut Hai, Ye Aankhein Aur Kiya Dekhein Kisi Ko, Inn Aankhon Ne tujhe Dekha bohut Hai, Na Jaane Kyun Bacha Rakhe Hein Aanso, Shayid mujhe Rona bohut hai,

  • Uss ki mehfil mein

    Zikir Aaya Jo Kabhi Mera Uss Ki Mehfil Mein Khefiyet Mittane Ko Uss Ne Baat Ghhuma Di Hogi Wo Rah Se Guzrey Bhi Plutt Ker Bhi Na Dekhe Aakhiri Ummed Mareez-e-Ishq ki Bujha Di Hogi Dill Saada Tu Barra Khush Fehum Hey Lekin Yaser Uss Ne Soorat Bhi Teri Kab…

  • Dekha palat k usne

    Dekha palat k usne k hasrat usay bhi thi Main jis pe mitt gaya tha mohabbat usay bhi thi … Chup ho gaya tha dekh ker wo bhi ider udher Dunya se meri terha shikayat usay bhi thi Ye soch ker andherey gale se lagaye Raato’n ko jaagne ki aadat…

  • Zindgee tum hoo

    ‘Aisaa lagtaa hay k mare zindgee tum hoo Ajnabee hoo k ajnabee tum hoo Abb koi arzoo naheen baqee Jastajoo mare akhree tum hoo Main zamee paar ghana andhraa hoon Asmanoo kee chandnee tum hoo Dostoon saa wafaa kee umedaan Kiss zamanay kaay admee tum hoo Asaa lagtaa kah mare…

  • Nasha bahrta hay

    Gham-e- Duniya bhi Gham-e-Yar main shamil kr lo,, Nasha barhta hay sharabain jab sharabon main milain……..

  • Tum kitna bhi chaho

    Yeh pal pal ka chalna, Fasila khatam na karega, Tum kitna bhi chaho, Tumhe woh kal na milega! Yeh koi gaata hai, Ya namaaz padta hai, Tum kitna bhi chaho, Tumhe alag khuda na milega! Yeh guzarti hui raat hai, Ya nikalti hui sehar, Tum kitna bhi chaho, tumhe humsafar…

  • Dil ke lut jane ka

    = Dil ke lut jane  ka izhaar zaruri to nahi, =Ye tamasha sar-e-bazar zaruri to nahi ! =Mujhe tha ” ISHQ” teri rooh se or ab bhi hy, =Jism se ho koi srokar zaruri to nahi ! =Main tujhko toot k chahoon to meri fitrat hy , =Tu bhi ho mera…

  • usay kahna k bheegi JANUARY phir loat i hy

    wohi galian wohi kochy wohi sardi kamusam hy… usi andaz say apna nizam.e.zeest barham hy.. hai husan.e.ityfaq aisa k nikhri chandni b hy.. wohi har simat weerani udasi tishnigi si hy.. wohi hy bheer socho ki wohi tanhayian phir say… musafir ajnabi or pinhaiyaan phir say.. wo jis k huny…

  • door reh ker

    Door Reh kar kareeb kitnay thay,…. Faslay bhi Ajeeb kitnay thay,… . Dard-E-Dil ki Dawa nahi warna,.. Is jahan mein Tabeb kitnay thay,… . Umer bhar Sath jo raha Tery,.. Us k Achay Naseb kitnay thay,..

  • Dil ka haal batana bhi mushkil hai

    Mohabbat ka irada ab badal jana bhi mushkil hai Tujhe khona bhi mushkil tujhe paana bhi mushkil hai Jara si baat pe aankhein bheengo ke baith jaate ho Tujhe ab dil ka haal batana bhi mushkil hai Udaasi tere chehre pe gawara bhi nahi lekin Tere khaatir sitaare tod kar…

  • Chand ko chandani pasand hai

    Kyun kehte ho isa marz ki dawa nahi Zulfon se uljhana ab khel nahi Kareeb aakar door ho jao yeh berukhi bhi toh sahi nahi Tere dar par aaye hai Yun muh modna sahi nahi! Tumko dekha hi nahi, Yun nazaron se mile nazar yeh ab mumkin toh nahi Par…

  • Karti kya hain ishaara

    Jhooki jhooki palaken. Karti kya hain ishaara, Kayamat chaa jaati hai, Uthao na tum lajja ka jo ghoongat.. Zindagi ka koi kona na raha an khalisa, Dekha tumhe jab gumsum yoon kin khayalon mein, Haya aur lajja ki yeh sehleej… Seekh deti.. Paar kar deti har uljhan..! Dhua ooda raha…