main to mohabbat hoon
MÄÏN TÖ MÖHÄßßÄT HÖÖN’ Main hawa ka jhonka nahee Jo aaya aur guzar gaya Main chand bhi nahee Jo raat k baad dhal jaye Main to woh ahsaas hoon Jo tujh main lahoo ban ker gardish karay Main to woh rang hoon MÄÏN TÖ MÖHÄßßÄT HÖÖN’
Tum ko ek talkh haqiqat bhi bata dete hain
‘Tumko ek Talkh Haqiqat bhi bata dete hain Jisko aksr ye Log chupa dete hain Tumne girte huey patton ko tou dekha hoga Apni her sans wo Tehni par ganwa dete hain Kya khoob sajate hyn baharon main Shajjar ko Karri dhoop main apna ap jala dete hain Kitne Be-Reham…
bin uskay zindagi dard hai
Bin uskay zindagi dard hai tanhai hai Meri aankhon main kion mot simat ayyee hai Kehtay hain log dost ko apna kaho dost main phir kion ruswayee hai wo na aya to dil ko lubhanay ko mere Shab- e -hijar main uski yad chali ayee hai
meri ankho me najane kia parh raha tha
Meri ankhon me najane kia parh raha tha Shaid uss me apna naam parh raha tha Yee daikh kar uss ka wajood bhi kanp otha Mujh pe beti hoi jab dastan parh raha tha Judai ki afat bhi usi waqt hi ai thi Jab wo mere hath ki lakerain parh…
bohat socha nahin karte
Suno yu’n umar ghat’ti hai, Bohat socha nahin karte, Mohabbat karke aayina, Bohat dekha nahin karte, Yu’n hathon ki lakeeron ko, Bohat chooma nahin karte, Kisi dil men woh kehta hai, Bohat thehra nahin karte,
Haathon main pighal janay ko jee chahta hay
haathon main pighal janay ko jee chahta hay Aatish-e-shoaq main jal janay ko jee chahta hay? Tujh say ik raaz ki sargoshi bhi karna chahoon Phir wohi raaz nigal janay ko jee chahta hay? Dil yeh chahay kay tere dil main rahoon dil ban kay Phir usi dil say nikal…
apni zindagi ki her shaam tere naam kardoon,
Apni Zindagi ki her Shaam Tere Naam kardoon, Teri hi Aankhon ka Jaam Tere Naam kardoon, Main Doob jaoon Teri in Jheel si Gehri Aankhon mai, Phir apni Barbadi ka ilzam Tere Naam kar doon, Mai apni Rooh ko Tere Wajood mai bhardoon, Phir apni Zaat apna her Payam Tere…
Lagta nahi ky e sath nibhay e ga dair tak
Lagta NahI Ky’E Sath Nibhay’E Ga Dair Tak LekiN Wo Mujh Ko BhOoL Na Pay’E Ga Dair Tak ***** Jo BhI Qareeb Aay’E Ga Us Ky’E, Usy’E ZurooR.. Wo Meri DaastaN Sunay’E Ga Dair Tak……..! ***** DOondy’E Ga Wo Mujhy’E, Enhi GalYun MeIN Ek DiN.. DOondy’E Ga Aur Mujh Ko…
meri chahat ki bohat lambi saza do mujhko
Meri chahat ki bohat lambi saza do mujhko Karb e tanhai mein jeeney ki dua do mujheko fun tumhara tou kisi aur se mansooh howa koi meri hi ghazal hi akar suna do mujhko Haal behaal hai, tareek hai mustakbil bhi Ban pare tum se tou maazi mera la do…
Humein na dhoond paoge
Kabhi jo hum nahi honge, Kaho kisko bataoge, Woh apni uljhaney sari, Woh bechaini mein doobay pal, Woh aankhon mein chupay aansu, Kise phir tum dikhaoge, Kabhi jo hum nahi honge, Bohat bechain hoge tum, Bohat tanha raho gay tum, Abhi bhi tum nahi samjhy, Hamari unkahi batein, Magar jab…
ek shaks pas reh ke samjha nahi mujhe
Ek Shaks Pas Reh Ke Samjha Nahi Mujhe Is Baat Ka Malal Hai Shikwa Nahi Mujhe Main Us Ko Bewafai Ka Ilzam Kaisay Dou Us Ne To Ibteda Se Hi Chaha Nahi Mujhe Pathar Samajh Kar Paon? Se Thokr Laga Dia Afsos Teri Aankh Ne Parkha Nahi Mujhe Kya Umedein…
koi jugmnu koi tara kahi s dhond kar lao
Mohabbat ki tabiyat mein agarcha gham nahin hota Magar hadsha judai ka ghamon se kam nahin hota Koi jugnu koi tara kahin se dhond kar lao Gharon ko phoonk dene se andhera kam nahin hota Mohabbat karne waley tou hamesha sath rehta hain Mohabbat mein judai ka koi mausam nahin…
kbhi na hathon se hath chote khayal rakhna
Kbhi Na Hathon Se Hath Choote KhayaL Rakhna! Kabhi Na Chahat Ka Maan Toote KhayaL Rakhna! BachAa K Rakhna Mohabat Ko Sazishon Se! Wafa Ki DoLat Jafa Na Loote KhayaL Rakhna! Jo Ho Mohabat To ranjishon Se Guraez Karna! Kisi Ka Nazuk Sa DiL Na Toote KhayaL Rakhna.
Aaj bhi hai…
Yaadon se rishta kal bhi tha yaadon se rishta aaj bhi hai Dil kal bhi apna dukhta tha aur afsurdaa sa aaj bhi hai Woh ishq jo hum tum karte thay woh ishq toh zinda ab bhi hai Kal tak jo hijar satata tha uss hijar ka pehra aaj bhi…
Kitne chiragh bujh gaye
Kitne din beet gaye hai dekho toh sahi, Kitne chiragh bujh gaye hai dekho toh sahi. Mausam bahar ka phir tanha guzar gaya, Khizaan ek bar phir aagaye hai dekho toh sahi. Kitni chahat se likhti thi mein naam tumhara, Woh qalam hi tod diya hai zara dekho toh sahi.…
dil se mila ke dil pyar kijiye!
Dil Se Mila Ke Dil Pyar Kijiye! Koi suhana iqrar kijiye, O sharmaana kesa, ghabrana kesa, Jeene se pehle mar jaana kesa, Aanchlon ki chaaon mein, Ras bhari fizaon mein, Is zindagi ko gulzar kijiye, Dil Se Mila Ke Dil Pyar Kijiye,
zakhmon ko gulaab likh rahay hain
Zakhmon Ko Gulaab Likh Rahay Hain Jaisay Koi Khwaab Likh Rahay Hain Paani Ko Bana Ke Roshnaai SholoN Ka Jawaab Likh Rahay Hain Hum Apni Khushi Se Apne Tan Par Mausam Ka Aazaab Likh Rahay Hain Wo Saamnay Rakh Ke Chikna Kaaghaz Baarish Ka Hisaab Likh Rahay Hain Parhtay Hain…
jalaa ke lab-e-baam rakh diya
Duniya Ne Ham Pe Jab Koi iLzaam Rakh Diya Ham Ne Muqaabil Oske Tera Naam Rakh Diya Ik Khaas Had Pe Aagayi Jab Be-Rukhi Teri Naam Oska Ham Ne Gardish-e-Ayyaam Rakh Diya Mein Larkhara Raha Hun Tujhe Dekh Dekh Kar TU Ne Tou Mere Saamnay Ik Jaam Rakh Diya Kitna…
rah-e- wafa me sazaon ko kon dekhy ga,
Rah_E_Wafa Me Sazaon Ko Kon Dekhy Ga, Safar He Dhoop Ka Chaon Ko Kon Dekhy Ga, Hum Apni Zid Pe Aye To Cheen LenGe Tuje, Tere Shehar Ki Ghataon Ko Kon Dekhy Ga, Bichar To Jayen Magar Phir Khayal Aata Hai, Teri In Dilkash Aadaon Ko Koun Dekhy ga.
Garmi sardi ka ehsaas badan per rehne do
Garmi sardi ka ehsaas badan per rehne do, Apne mann ko tann ki sab takleefain sehne do, Apne kaanon ko sab shor sharaba sun’ne do, Apni zubaan ko saari sachi batain kehne do, Apni aankh ke chashme mein sab manzar behne do, Palkon ki is raah ke sarey kaantey chun’ne…
tune ye phul jo zulfon mein laga rakha hai
tune ye phul jo zulfon mein laga rakha hai ik diya hai jo andheron mein jala rakha hai jit le jaye koi mujhko nasibon vala zindagi ne mujhe da o pe laga rakha hai jane kab aaye koi dil mein jhankane vala is liye main ne gireban ko khula rakha…
kachi divar hun thokar na lagana mujh ko
Kachi divar hun thokar na lagana mujh ko apni nazron mein basa kar na girna mujh ko tum ko aankhon mein tasavvur ke tarah rakhta hun dil mein dhadakan ke tarah tum bhi basana mujh ko
ye yehi meri adhori kahani hy?
Main Lot aya Hoon Manzil Ko Dekh kar Yahan To Yadon ki Verani Hi Verani Hy Ye Intzar Khatam Q Nahi Hota Kis Se Pochon Kya koi manzil mera muqadar hy Ya yehi meri adhori kahani hy?
chand ke nikalne se..
Zindagi ka har mohra be-rukhi ke rukh par hai, Yeh bisaat ultey gi aik chaal chalne se, Doobta hua suraj kya mujhe ujaaley ga, Main chamak uthoon shayed chand ke nikalne se..
TUM ROOTH JAO MUJSY
TUM ROOTH JAO MUJSY AISA KABHI NA KARNA MAIN EK NAZR KO TARSU AISA KABHI NA KRNA MAIN PUCH PUCH HAROO SO SO SAWAL KARU TUM KUCH JAWAB NA DO AISA KABHI NA KARNA MUJSY HE MIL K HASNA MUJSY HE MIL K RONA MUJSE BICHAR K JE LO AISA…
usay kaho,
Usay kaho, Bs Ek Choti Si Haan Kr Do, Hmare Naam Is Tarha Sara Jahan Kr Do! Wo Mohbtain Jo Tumhare Dil Mein Hain, Unko Zuban Pr Lao 0r Bayan Kr Do! Aaj Bs Ap Kaho 0r Kehty Hi Jao, Hum Bs Sunein Aisa Be-Zuban Kr Do!
milne ki khushi de ya na de,
“Bare Äjeeb hain ye zindgi k raste, Anjane moar par kuch log apnay ban jate hain, Milne ki khushi de ya na de, Bichharne ka gham zaroor de jate hain.
mjhe roz-o- shb ki kitab me
Mujy Roz-O-Shb Ki Kitab Me Koi esa Harf Na Mil Ska Jisy Misl-E-Gul Ka Khitab doon Jisy Chandni Ki Si Taab Doon Jisy Dhoond Kr Jisy Khoj Kr Rukh_E_Asman Pe Sja B Doon Mery Khoon-E-Dil Ki Nigaarshen Meri Rooh Tk K Fishaar B Yahan Ilm-O-Fun Ki Dukan Pr Bary Sasty…
Auron ko naseehat nahee karta
Detay Hain Ujaalay Mere Sajdon Ki Gawaahi Mein Chhup Ke Andheron Mein Ibaadat nahee Bhoola Nahee Aaj Bhee Mein Aadaab-e-Jawaani Mein Aaj Bhee Auron Ko Naseehat Nahee Karta
Barson kai bad daikha .. ik shakhs dil Ruba sa…
Barson kai bad daikha .. ik shakhs dil Ruba sa… Ab Zehen Main Nuhi Hay, Pur naam tha bhala sa….. Abro khichay khichay sey ankhain jhuky jhuky si.. Batain ruki ruki si, Lehja thaka thaka sa… Khuabon main khuab uska, Yadon main yad uski… Nendon main ghul gaya…
Top 30 Best & Latest Hindi Ghazal SMS collection
Hindi Ghazal SMS