India’s Independence Day is celebrated on 15 August . The day is a national holiday in India. It is celebrated all over the country through flag-hoisting ceremony. As of changing trend in communication people greets each others by sending independence day sms messages, some peoples love to go through independence…
Live like a true independent nation
Na sar jhuka hay kabhi, aur na jhukayengay Kabhi, jo apny dum pe jiyen sach main zindagi hai wohi. Live like a true independent nation. HAPPY INDEPENDENCE DAY
Abhi tak paaun sy chimti hain
Abhi tak paaun sy chimti hain zanjeeren ghulami ki…. . . . Din a jata hai Aazadi ka, Aazadi nahi aati….
yeh watan mera misaal piyar ki
Yeh Watan Mera Misaal Piyar Ki Todta Hay Dewaar Nafratoon Ki Mere Khush Nasabi Hay Mili Zindagi is Chaman Main Bhula Na Sakay Koi iski Khusboo Saton Janam Main JASHAN-E-AZADI MUBARIK HO
halki si dhoop barsat k bad
Halki si dhoop barsat k baad, thori si khushi her baat k baad, Isi tarah mubarak ho aap ko, Jashan-e-azadi 4 din k baad. Wish u a very happy independence day
phans jati hain har eik larki teri tasveer dekh kr
Phans Jati Hain Har Eik Larki Teri Tasveer Dekh kar….. . . . . . . . . Aye Quaid-e-Azam Tera Ehsan H Ehsan. Advance 14Aug mubarik ho..
ye Nafrat buri hai na paalo isay
Ye Nafrat Buri Hai, Na Paalo Isay Dilo Main Khalish Hai ,Nikalo Isay Na Tera ,Na Mera ,Na Iska , Na Uska Ye Sab Ka Watan Hai,Bacha Lo Isay
Khoon E dIL k Nekhareen ,,,,
Khoon E Dil De K Nekhareen Ge Rukh Barg E Gulab Hum Ne Gulshan Kay Tahafaz Ke Qasam Khai Hay Happy Independence Day
JASHAN-E-AZADI MUBARAK…
Lahoo main doob rahi hai Fiza-e-Arz-e-Watan Main kis zuan se kahon “JASHAN-E-AZADI MUBARAK”…..!
Aj mai apse apne dil ki bat kahna chahta hon…
Aj mai apse apne dil ki bat kahna chahta hon han wohi 3 alfaz jo ap sunna chahtay hain han wohi 3 alfaz jo ap k dil ko cholain ***HAPPY INDEPENDENCE DAY***:)
Gandhi said 2 Quaid e azam,
Gandhi said 2Quaid e azam, Aj 62 salon k bad mere mulk main kya kuch badal gaya, Tere mulk main kya badla? Quaid e azam; Biscuits badal gaye Bisticts ban gaye 🙂
Halki si dhop barsaat k bad,
Halki si dhop barsaat k bad, thori si khushi her bat k bad, Ishi tarhan mubarak ho apko, Jashan-e-azaadi 1 din k bad…. Wish u a very happy independence day
Purane b chal jaien ge…
14 August aa raha hy Main Quaid-e-Azam k photo jama kr raha hun Plz Ghar me jitny b 10,20,50,100,500,1000,5000 K note hen mujy bej den,purane b chal jaien ge.
Millat ka paasban hai…
Girl to boy: “Khuwahish hai tumse milne ki per ho mumkin kis tarah, Na sheher me hai aman na mehfuz koi jagah” Boy: Quaid k Mzaar pe chali aao be-dharak meri jan, kyun k Millat ka paasban hai Mohammad Ali Jinnah :- Happy 14 Augast
Ek Pathan ne ek buzurg se koch pocha…
Ek Pathan ne ek buzurg se koch pocha Buzurg ne 2 thapar laga diye, 1 admi ne pathan se pocha tumne kiya bola, Pathan: maine Sirf Pocha k “14 August ki Namaz kahan hogi”:)
Khuda ki khas rehmat hai..
Khuda ki khas rehmat hai buzurgon ki basharat hai kai naslon ki qurbani kai naslon ki mehnat hai jab hi tareekh ne rakha hai Is ka naam pakistan pakistan pakistan pakistan pakistan Mera peghaam pakistan Happy independence day
HAR PAKISTANI KO APNI JAAN KI QASAM…
HAR PAKISTANI KO APNI JAAN KI QASAM PAKISTAN KI HIFAZAT KARE APNE MAAL KI TARHA PAKISTAN ZINDABAD. HAPPY INDEPENCE DAY TO ALL PAKISTANI PEOPLE. GEO OR GENE DO WISH U ALL HAPPY INDEPENDENCE DAY.
Khon-e-Dil de K Nekharen ge Rukh Barg-e-Gulab
Khon-e-Dil de K Nekharen ge Rukh Barg-e-Gulab Hum Ne Gulshan kay Tahafaz ki Qasam Khai Hey Happy Independence Day
Aazadi k din per meri dua hai k ALLAH ap ko Quaid ki aqal,
Aazadi k din per meri dua hai k ALLAH ap ko.. Quaid ki aqal, Iqbal ki shakal, Liaqat ki sherwani, Fatima ki jawaani, Nehru ki chaal aur gandhi ji k baal dai Ameen:) “””””””Happy Independence Day “”””””
Azadi k din par meri dua hai
Azadi k din par meri dua hai k, Allah aap ko quaid ki akal, Iqbal ki shakal, Liaqat ki sherwani, Fatima ki jawani, Nehru ki chal aur, Gandi ji k baal de. “AZADI DAY MUBARAK”
Chalo jaldi se utho aur sabko wish karo
Azad bharat ke nalayak jawano, Agar aaj Valentines Day, Ya Friendship Day hota to inbox full hota, Chalo jaldi se utho aur sabko wish karo. “HAPPY INDEPENDENCE DAY”
Vande Mataram ke geet
Jhanda lehrana hai, Vande Mataram ke geet gaana hai! Sunakar desh ko lalkarna hai, Aao milkar ab swaapn dekha jo saakar karna hai! Geet gaate hai hum, Gungunate hai hum! Gayab na ho ja mere desh ka naujawano, Hume hi toh Vande Matram, ke swar se, Jhanda lehrana hai! Koi…
Watan Hamara aise na chor paye koi…
Watan Hamara aise na chor paye koi… Rishta Hamara aise na Tor paaye koi… Dil hamare ek hai ek hai hamari jaan… Hindustan hamara hai hum hai iski shaan… Jaan Luta denge watan pe ho jayenge Qurban… Isliye Hum kehte hai mera desh mahan.. ***** Happy Independence Day*******
Her kamiyabi pe apka naam hoga,
Her kamiyabi pe apka naam hoga, Ap k her kadam pe duniya ka salaam hoga, Mushkilon ka samna himmat se karna, Dua hai ek din waqt bhi apka gulam hoga… To All pakistani “Happy independence day”
Other might have forgotten….
Other might have forgotten, But never can i, The Flag of my country Winds up very high, ***Happy Independence day ***
Azad Pakistan k nalaik nojavanon….
Azad Pakistan k nalaik nojavanon Agar aaj valentine day ya friendship day hota to INBOX full hota.. chalo jaldi se utho and sub ko wish karo. “HAPPY INDEPENDENCE DAY “
Humari country ko aazad hue 62 saal ho gaye…
Humari country ko aazad hue 62 saal ho gaye phir bhi NO PROGRESS why? Malum kyun? Kyun k aaj bhi humari bholi janta humara sms padh rahi hai
Top 30 Best & Latest Hindi Independence Day SMS collection
Hindi / Indian independence day sms messages for India (15 august)