• Kis tara tm ko is bat ka ilzam likhoon

    Sochta ho k usay hal-e-dil tumam likhoon Tumary bin boht si udasi shaam likhoon Me us sy pocho kaha tak chalo gy sath mere Phr is muqam ko jivan ka ikhtatam likhoøn Khud bna laita hai ye pyar hawaly sary Is k ehsas ko kitna b Benam likhoon Jurm mera…

  • Wo Tere Liye Itna Khas Q Hai?

    Aaj Phir Kisi Ne Pucha K Tera Hasta Hua Chehra Udas Q Hai? Barasti Aankhon Mein Piyas Q Hai? Jiski Nazron Mein Tu Kuch B Nahin! Wo Tere Liye Itna Khas Q Hai?

  • Mohabbat phir Mohabbat hai…

    Mohabbat phir Mohabbat hai, Kabhi Dil se nahi jati, Hazaron rang hain isk, Ajab hi dhang hain is k, Kabhi Sehra Kabhi Darya Kabhi Jugnoo Kabhi Ansoo Kabhi Manzil kinare par, Payasa mar deti hai Aziyat hi Aziyat hai Magar Ye bhi haqiqat hai Mohabbat phir Mohabbat hai, Kabhi Dil…

  • Mohabbat

      Muhabbat  ke  liye  kuchh  khas  dil  makhsoos  hote  hain Yeh  wo  naghma  hai  jo  har  saaz  per  gaaya  nahee jaata  

  • Dewaana dil pe kaboo pa na sake

    Apna pyaar ko chupa na sake Dewaana dil pe kaboo pa na sake Aaj itne karib se guzar gaye wo Phir bhi unke hath hum tham na sake!

  • Grilfriend is like fena washing powder

    Friendship is like a priya gold (Hak se mango) Love is like a pepsi (Yeh dil mange more) And girlfriend is like Fena washing powder (Pehle istemal karo phir biswas karo)

  • Naseeb apna banale mujh ko

    Apne hathoun ki lakeero mein basa le mujh ko Mein hoon tera to naseeb apna banale mujh ko Mujh se tu poochne aayi hai wafa ke mani Yeh teri sada dilli maar na dale mujh ko

  • Yaadein meri

    Kitna bhi chaho na bhool paoge Hum se jitna dur jao nazdik paoge Humein mita sakte ho to mita do Yaadein meri, magar… Kya sapno se juda kar pao ge humein!

  • Aankh mein kuch gir gaya

    Mashooka: lagta hai meri aankh mein kuch gir gaya, dekho toh. Mashook: Ek tinka dikh to raha hai, kyu na usey wahin rahney diya jaye, agar main tumhare aankho mein doobonga to sahara dega.

  • Aap ke liye hum aansoon baha sakte hai

    Aap ke liye hum aansoon baha sakte hai, Chahe to duniya ki sari hadae tod sakte hai, Ab sirf yahi hai hamare dil ka kehna, Ki aap bas hamesha hamare paas rehna.

  • Himmat ki baat hai

    Aapko miss karna roz ki baat hai Aapko yaad karna aadat ki baat hai Par aapko jhelna himmat ki baat hai!

  • Saath baith ke Kurkure khaenge

    Tere gam me tadap kar mar jayenge, Mar gaye to tera naam lejayenge. Rishwat de ke tujhe bhi bulaenge, Tum upar aaoge to saath baith ke Kurkure khaenge.

  • Bahana chahiye paas aane ko

    Tum kahan kho gaye, kaise gum ho gaye, Tapti dopahar mein, barfili sard raaton me aksar yaad aate ho, Mujse na sahi, in hawaon se keh do, Yeh hawayein aa-kar kano mein keh dengi, Phir laut ke aane ko majbur kar dengi, Main laut ke aaunga tumhare paas, Yeh bandhan…

  • Aapke saath mein aapke baap aayenge

    Raat hogi toh neend aayegi, Neend aayegi toh khawab aayenge, Khawab aayenge toh aap aayenge, Aap aayenge toh saath mein aapke baap aayenge, Phir na neend ayegi, na khawab aayenge.

  • Kuchh khone ko bhi pyar kehte hai

    Dil ki aawaz ko izhaar kehte hai, jhuki nigah ko ikrar kehte hai, sirf paane ka naam ishq nahi, kuch khone ko bhi pyar kehte hai

  • Yeh mohabbat hai

    Raat hogi toh chand bhi duhai dega, Khawaboon mein bhi wo cehera dikhai dega, Yeh mohabbat hai zara sochke karna, Ek aansu bhi gira to sunaai dega.

  • Teri har ada mohabbat si lagti hai

    Teri har ada mohabbat si lagti hai, Ek pal ki bhi judai muddat si lagti hai, Pehle nahi socha tha aab sochne lage hai, Jindgi mai har pal teri jaroorat si lagti hai.

  • Par mehekti rahengi tumhari yaadein

    Saath humara pal bhar ka sahi, Par woh pal aise, jaise koi kal nahi, Rahe zindagi mein shayad phir milna humaara, Par mehekti rahengi tumhari Yaadein humare sang sahi!

  • Pyaar ko pyaar karo

    Tab tak pyaar se pyaar mat karo, Jab tak pyaar aapse pyaar na kare. Agar pyaar apse pyaar kare to, Pyaar ko itna pyaar karo, Ki pyaar kisi aur se pyaar na kare.

  • Aap zara side par hona

    Mein ne chand ko dekha to aap nazar aye Mein ne taroon ko dekha to aap nazar aye Mein ne phoolon ko dekha to aap nazar aye Plz aap zara side par hona takay hamein kuch aur nazar aye.

  • Humne Chaand se poocha

    Humne Chaand se poocha teri Chaandni ka raaz kya hai? Chaand ne aapki taraf Ishara kar ke kaha, Inhi say pucho jise dekh kar mein chamakta hoon.

  • Kash khusiyo ki dukan hoti

    Kash khusiyo ki dukan hoti, Hame bhi us ki pahechan hoti, Bhardete aap ka daman khusiyo se, Kimat us ki chayeh hamare jaan hoti.

  • Na jane kya kayamat aayi

    Ek tanha raat main aap ki yaad aayi Yaad mitane ke liye cigarette jalai Na jane kya kayamat aayi cigarette ke dhuein mein bhi aap ki shakal nazar aai

  • Jawaab denge hum shayari mein….

    Jawaab teri shayari ka…. Denge hum shayari mein…. Naam tera likh baithe hain…. Apne dil ki diary mein….

  • Yuh to zindagi mein ajeeb mod ayenge

    Yuh to zindagi mein ajeeb mod ayenge, Kabhi khushi to kabhi gum layenge, Rakhna khud ko sambhalkar kyonki, Aap hasenge to hum bhi muskurayenge!

  • Kutton ke sardar ho gaye

    Unki gali ke chakkar katate katate Kutte bhi humare yaar ho gaye Vo toh hamare na ho sake Hum kutton ke sardar ho gaye.

  • Mohabbat ek aisa Ehsaas hai

    Mohabbat ek aisa Ehsaas hai jo dil ko dil se hota hai Pane ya khone ki baat nahi yeh bas ek dojey se hota hai Na jane kab kahan kisko hota, bas zindagi mein ek bar hota hai.

  • Aapki yaad aaye bina din ki shurwaat nahin hoti

    Bin sawan barsat nahi hoti suraj dube bina raat nahi hoti kya kare ab kuch aisi halat hai ki aapki yaad aaye bina din ki shuruwaat nahin hoti

  • Unke hothon ko chum le

    Aye khat ja unke haathon ko chum le, Jab voh padhe to unke hothon ko chum le, Khuda na kare voh faad bhi dale, To girte girte unke kadmo ko chumle.

  • Jhooth bolne ki adat hai

    Na hume aapse sikwa hai, na sikayat hai, Hume to bas aap hi se chahat hai, Koi aa kar keh de aapko mohabbat nahi hai humse, Hum to yahi kahenge aapko jhooth bolne ki adat hai.