• Fanna ho jaye…

    Mere sms ko tere inbox may pnaah mil jaye, Jo reply na kare uska mobile fanaa ho jaye.

  • Is Raat ki tanhai se

    Is raat ki tanhai se, Is dard ki gehrai se, Ye dil kuch baat ker raha hai, Samjho in lafzon ki chuban ko, Koi dil se tumhe yaad ker raha hai. “I MISS U”

  • Mohtaj to nahi hum phir bhi

    Kabhi jazbaat to kabhi yadoon ko dafan karte hai, Kabhi aansu to kabhi dard piya karte hai. Mohtaj to nahi hum phir bhi, Aap ke email ka intezaar kiya karte hai.

  • Khafa ho humse ya balance kam hai?

    Arz kiya hai….. Aaj-kal aapke SMS aana band hai wah wah! wah wah! Aaj-kal aapke SMS aana band hai khafa ho humse ya balance kam hai?

  • Zindagi ki raho mein jo gham milenge

    Zindagi ki raho mein jo gham milenge, Mere honsolon se kam milenge, Jab chod degi duniya, Wahan dost hum milenge. Missing You.

  • Dur Reh Kar Bhi Aap ki Chahat Kam Na Hui

    Hum Ne Jab Kabhi Bhi Khushi Mehsoos ki, Har kadam Pe Aap ki Kami Mehsoos ki, Dooor Reh Kar Bhi Aap ki Chahat Kam Na Hui, Yeh Baat Hum Ne Dil Se Mehsoos Ki. Missing u so much

  • Dil tadap raha hai

    Aap se milne ka maan kar raha hai, Maan ko samjaya to dil tadap raha hai, Dil ko bataya to aankhe ro padi, Unhe chupa diya to saanse bol padi. “I MISS U”

  • Galti se ek sms bhi mat karna

    Jab kanjusi ka oskar diya jayega tab tumhar naam sabse aage hoga galti se ek sms bhi mat karna warna oskar kisi aur ko chala jayega.

  • Ankho ki chamak k liya hoti

    Chand ki roshni teri ankho ki chamak k liya hoti, Pholo ki khushboo teri muskan k liya hoti, Badal k rang teri anchal k liya hoti, Aur ya kash k tu sirf marai liya hoti.

  • Khawabon Me Tum Aao Ge…

    Khayal Ata Hai To Kho Jate Hain, Aankhon Me Dard Ho To Ro Jate Hain, Neend Waisy To Nahi Aati Humain, Khawabon Me Tum Aao Ge Yahi Soch Kar So Jate Hain.

  • Aapki yaad kitna dard deti hai

    Har pathar pe likhu I MISS U, aur wo har pathar aapko maru, taki aapko ye ehsaas to ho ke aapki yaad kitna dard deti hai

  • Khone ka maza aur hai

    Pane se khone ka maza aur hai, Band aankho se dekhne ka maza kuch aur hai, Aansu bane lafz aur lafz bane gazal, Teri yaado ke saath jine ka maza kuch aur hai.

  • Socha tha sapno mein mulaqat hogi

    Aapki yaad aaye to dil kya kare, yaad dil se na jaye to dil kya kare, socha tha sapno mein mulaqat hogi, magar neend hi na aaye to hum kya karen

  • Fir se agli mulakat ka intzar karte hai

    Har mulakat ko yaad hum karte hai Kabhi chahat kabhi judai ki aah bharte hai Yun to roj tumse sapno mein bat karte hai par Fir se agli mulakat ka intzar karte hai.

  • Dil kahta hain ki pathar pe likhu

    Dil kahta hain ki pathar pe likhu i miss you, Or wo pathar tumhare ser pe de maru, Taki tum he pata chale ki, Tumhari yaad kitna dard deti hai.

  • Kam se kam 1 missed call hee maar de

    Apni Surat ka kabhi to didaar de tadap raha hu ab aur na intzaar de Apni awaaz nahi sunani to mat suna Kam se kam 1 Missed call hee maar de

  • Yeh kaisa karishma hai aap ka

    Dur hote huye bhi Dosti ka Rishta nibhate hai aap, Na jane kyun Dil ko lubhate hai aap, Yeh kaisa karishma hai aap ka, Jo hum ko itna yaad aate hai aap.

  • Izzat ka sawal hai

    Kya hua? SMS factory me hadtal hai? Ya inbox kangal hai? Ya fir balance ka aakal hai? Agar nahi to kyun bura haal hai? SMS karo izzat ka sawal hai

  • Mera bina udas rehty ho

    Bohut dur ho mager bahut pass rahty ho… Aankhon se dur sahi… Mager dil ka pass rehty ho… Mujhe bas itna batao … Kya tum bi mera bina udas rehty ho.

  • Uski yadon me saara waqt guazar jaata hai

    Kitne chehre hain is duniya me Magar humko ek chehra hi nazar aata hai, Duniya ko hum kya dekhe, Uski yadon me saara waqt guazar jaata hai……

  • Tere sang muskurane ki

    Hakikat na puchh mere fasane ki Tere jate hi badal gayi hai nazar zamane ki Log puchhte hain main khush nahi Kya karun meri to aadat thi Tere sang muskurane ki

  • koi yad kar raha hai…

    dil ney kaha koi tujhy yad kar raha hai, hamney socha dil mazak kar raha hai, par jub hamain aye hichki to yad aya, koi hamary sms ka intezar kar raha hai…

  • Har roj mulakat nai hoti

    Chahane se har baat nahi hoti, Thode se andhere se raat nahi hoti….. Jinhe hum jaan se jyada chahte hai, Unse har roz mulakat nahi hoti…..

  • Meri aankhein na yu barsao

    Bhigi raat hai geela chand baadlon me soya hai, Main bheega hoon , kya baadal koi tum pe bhi aaj roya hai? Saawan ka hai mausam, baadal hi tum barasne do, Meri aankhein na yu barsao, ab aa jao.

  • Yun laga koi mujhse mil k gaya abhi

    Pani ka 1 katra aankh se gira abhi, Kya tumne mujhko yaad kiya abhi, Tujhse mile zamana hua magar, yun laga koi mujhse mil k gaya abhi

  • Yaadon ki kimat wo kya jaane

    Yaadon ki kimat wo kya jaane Jo khud hi yaadon ko mita baithe hain Yaadon ki kimat to unse puchoo jo yaadon ke sahare Jindagi bita diya karte hain.

  • Har din ke baad raath ati hai

    Har din ke baad raath ati hai, Har mausam ke baad barsath ati hai, Apne dil se puch kar bathana, Kiya kabhie bhi hamari yaad nahi ati.

  • Har lamha khayal main rahta hai woh

    Durr kahin wadi main rahta hai woh! Har lamha khayal main rahta hai woh! Kaisa hai woh kis haal main hai woh! Dil ka har sawal main rahta hai woh!

  • zinda ho to sms bhejo,

    Marne ke bad hamare nasib me jannat ho na ho, Ye hava ye fiza ho na ho, Are dost zinda ho to *sms* bhejo, Kya pata hamari kabra pe coverage ho na ho.

  • Aarzoo hai tumhe door se dekhne ki

    Aarzoo hai tumhe door se dekhne ki Kareeb aana bhi nahi chahte. Tamanna nahi hai tumhe paane ki Magar khona bhi nahi chaahthe!