• ek din maa se pocha

    ek Din maa se pocha k maa k marnay k baad, dua kon karay ga? Tu maa boli… Samandar sookhnay k baad bhi rait main nami reh jati hay.

  • MAA Qimti or nayab tohfa hai

    ( MAA , BAAP ) K LIYE SUB KO CHHOR DENA, LEKIN SUB K LIYE MAA BAAP KO MAT CHHORNA Q , K JAB MAA BAAP ROTY HAIN TO FARISHTON KO BHI RONA AATA HAI, DUA ne kaha, MAA wo hasti hai jo Gunah gaar Olad ko b Dozak se…

  • maa ki mamta k bhi kuch andaz hote hain

    Maa ki mamta k bhi kuch andaz hote hain jagti ankhon main bhi kuch khawab hote hain zarori nahi ki gham main hi aansu nikle, muskurahte aakhon main bhi sailaab hote hain

  • Happy Mother’s Day

    Dastaan mere Laad Pyar Ki bus…, Ek hasti k gird ghoomti hai, Pyar Jannat se is liye hai mujhe, Ye meri”Maa” k Qadam choomti hai! Happy Mother’s Day.:-)

  • ya rabb meri maa ko lazawaal rakhna

    Ya RABB Meri MAA ko Lazawaal rakhna, Main rahon na rahon Meri MAA ka khayal rakhna. Meri Khushiyan bhi le le, Meri Saansain bhi le le, Magar meri MAA k gird Sada Khushiyon ka Jaal Rakhna.

  • is zulm ki duniya main faqat piyar meri maa

    Is zulm ki duniya main faqat piyar meri maa, Hay meray liye saya-e-dewar meri maa, Nafrat k jazeron say mohabbat ki hadon tak, Bus piyar hay han piyar hay bus piyar meri maan.

  • maa se rishta aisa banaya jaye

    Maa se rishta aisa banaya jaye, Jisko nigaaho me bithaya jaye. Rahe uska mera rishta kuch aisa k, Wo agar udaas ho to humse bhi muskuraya na jaye.

  • maa se rishta aisa banaya jaae 2

    Maa se rishta aisa banaya jaae, Jisko nigaaho me bithaya jae, Rahe uska mera rishta kuch aisa ki, Wo agar udaas ho to humse bhi muskuraya na jaae. Happy Mother’s Day.

  • Maa se rishta aisa banaya jaae

    Maa se rishta aisa banaya jaae, Jisko nigaaho me bithaya jae, Rahe uska mera rishta kuch aisa ki Wo agar udaas ho to humse bhi muskuraya na jaae

  • Apni maa ko khafa umar bhar na karoo

    Jannat meri hai paoon terey Kaun hai jo inkar karey Jo bhi main ne kaha darguzar na karo Apni maa ko khafa umar bhar na karoo

  • Nind apni bhula ke sulaya humko

    Nind apni bhula ke sulaya humko, Aansu apne gira ke hasaya humko, Dard kabhi na dena uss khuda ki tasvir ko, Zamana ma-bap kehta hai jinko.

  • Jab “MAA” apni “AULAAD” k liye “DUA”

    Jab “MAA” apni “AULAAD” k liye “DUA” karti ha to “ZAMEEN” or “AASMAN” k darmiyan k sarey “PARDEY” uth jate hain Or “ALLAH” wo “DUA” khud sunta Hai

  • Phulo se sundar hai meri maa

    Phulo se sundar hai meri maa, Sab kuch hai meri maa mein, Nahi kuch bhi zarurat mujhe, Gum, dard de ya zahar pilla de, Main us ko pujhti hoo, woh hi meri ebadath hai.

  • Zindgi me 2 logo ka bohat khyal rakhen…

    Zindgi me 2 logo ka bohat khyal rakhen… 1. Wo jinho ne ap ki jeet k liey sab kuch hara ho(Baap) 2. Wo jis ko ap ne har dukh sukh me pukara ho(Maa)

  • Pyaar karna koi tumse seekhe

    Pyaar karana koi tumse seekhe, Tum mamta ki murat hi nahi, Sab ke dil ka ek tukda ho, Main kehta hun Maa, Tum hamesha aisi hi rehna.