• Teri judai se darta hun

    Jamane se nahi to tanhai se darta hun, Pyar se nahi to ruswai se darta hun, Milne ki umang bahut hoti hai dil me, Lekin milne ke baad teri judai se darta hun.

  • Nasha bahrta hay

    Gham-e- Duniya bhi Gham-e-Yar main shamil kr lo,, Nasha barhta hay sharabain jab sharabon main milain……..

  • Ishq par zor chalta nahin…

    Har naam sar-e-aam pukara nahin jaata har naam yuhn kagaz pe utara nahin jaata hoti hain mohobbat main kuch raaz ki baatein aise to iss khel main haara nahin jaata chaahat hain humare ke hum paas se kabhie dekhe unhe agar woh paas aaye to hume apni palkon ko uthaya…

  • Mohabbat ho gayi jinse

    Mohabbat ho gayi jinse shikayat unse kya hogi, Zuban tak baat jo aayi yakinan woh dua hogi, Agar woh ruth gaye mujhse, Toh zaroor koi meri hi khata hogi.

  • Padh raha hai SMS hamara

    Akaash ke taaron mein khoya hai jahan saara, lagta hai pyara ek ek taara. In taaron mein sabse pyara hai ek sitara, jo is waqt padh raha hai SMS hamara.

  • Kya kahun tujhe?

    Kya kahun tujhe? Khwab kahun to toot jayega, dil kahun to bikhar jayega, Aa tera naam zindagi rakh dun, maut se pehle to tera saath chhut na payega!

  • Saath nibha de zindagi bhar jo

    Roshan karlo dil ki mehfil ko, Andhere zindagi ke hazaar hote hain. Saath nibha de zindagi bhar jo, Aise humsafar bahut kam hote hain.

  • Kitini jaldi ye mulaqat guzar jati hai

    Kitini jaldi ye mulaqat guzar jati hai, Pyaas bujhti nahi barsat guzar jati hai, Apni yadoon se dil dukhaya na karein, Neend atti nahi aur rat guzar jati hai.

  • door reh ker

    Door Reh kar kareeb kitnay thay,…. Faslay bhi Ajeeb kitnay thay,… . Dard-E-Dil ki Dawa nahi warna,.. Is jahan mein Tabeb kitnay thay,… . Umer bhar Sath jo raha Tery,.. Us k Achay Naseb kitnay thay,..

  • Kiss qadar mujhko state ho tum

    Kiss qadar mujhko state ho tum, Bhool jane pe bhi yaad aate ho tum, Raat ke sannaton mein jab kabhi, Khuda se manga maine kuch Mere dil ki dua ban jate ho tum!!

  • Aise humsafar bahut kam hote hain

    Roshan karlo dil ki mehfil ko, Andhere zindagi ke hazaar hote hain. Saath nibha de zindagi bhar jo, Aise humsafar bahut kam hote hain.

  • Apne zakhm kisi ko dikhaya na karo

    Ansoon ko ankhon ki dehleez par laya na karo, Apne dil ki halat kisi ko bataya na karo, Log muthi bhar namak liye ghumtey hain, Apne zakhm kisi ko dikhaya na karo

  • Ek zid hamari

    Ek adaa aapki dil churane ki, Ek adaa aapki dil mein bas jane ki, Ek chehra aapka chand sa, Ek zid hamari chand pane ki.

  • Zindagi ke kuch lamhe yaadgar hote hain

    Zindagi ke kuch lamhe yaadgar hote hain, Yadoon mein kuch log khass hote hain, Yu to woh door hote hain nazaron se, Par unke ehsaas dil ke paas hote hain.

  • Jeene ki humse wajah puchte hain

    Gum dene wale rajah puchte hain, Jeene ki humse wajah puchte hain, Dete hain gum ka zahar humko aakar, Phir kitna hua hai asar puchte hain.

  • Usko bhula sakta nahi

    Dard itna hai k seh main sakta nahin Dil to kehta hai k kehdoon magar keh sakta nahin Us ko chahata hoon jane kub se? Janna chahata hoon magar jan sakta nahin Is qadar manga hai usko duaon main magar Jo meri kismat main nahin woh mujhe mil sakta nahin…

  • Kati patang ka rukh meri aor tha

    Kati patang ka rukh meri aor tha, Kati patang ka rukh meri aor tha… Par use bhi loot liya lambe haath walo ne.

  • Woh kisi doosre ka naseeb tha

    Unki galiyon se jab guzre toh manzar ajeeb tha, Dard tha magar woh dil ke kareeb tha, Jise hum dhoondhte the apni hathoon ki lakeeroon mein. Woh kisi doosre ki kismat, kisi aur ka naseeb tha.

  • Akele hum hi gunehgaar to nahi

    Deewane hai tere naam ke Is baat se inkaar nahin Kaise kahen ki hamein aapse pyar nahin Kuch to kasoor hoga aapki adaaon ka bhi Akele hum hi gunehgaar to nahi

  • Gujre huye kal

    Gujre hue kal ki yaad aati hai, kuch lamho se aankhen bhar aati hai, woh subah rangeen woh shaam nirali jaati hai, jab aap jaise dosto ki yaad aati hai…..

  • Judai Sy Mara wo bhi Nahi Mein bhi Nahi

    “Judai Sy Marra wo b Nahi Mein b Nahi,, “Dono Insan hain KHUDA wo b Nahi Mein b Nahi,, “Wo Mujhe Aur Mein ossay Ilzam daitay hein,, “Magar ghlt apni jaga wo b nahi me b nahi,, “Muhabat to hum dono karte hai dil se,, “Muhabat ka gunhagar wo b…

  • aise to kse shakhs ko ruswa nhi krte

    jo dil mn hy usay parkha nhi krte, aise to kse shakhs ko ruswa nhi krte, muhabbat ka ana to lamho ka khail hy, chahat k mamely mn yo socha nhi krte, pahli muhabbaton ko nay des mn ja kr, jo log bhool jate hy acha nhi krte, tum bhi…

  • Teri surat dikhayi deti hai

    Na raasta sujhayi deta hai Na manzil dikhayi deti hai Na lafz zubaan per aate hain Na dharkan sunayi deti hai Ek ajeeb si kaifiyat ne Aan ghera hai mujhe Ke har surat main Teri surat dikhayi deti hai

  • Ek paigaam reh jayega

    Jo goom ho gaya aks mera en hawaaon mein, Ek paigaam reh jayega Na rahegi yaad meri koi, bas naam reh jayega Aate hi saawan, ek phool naya khil jayega Ek boond hi sahi, anshoo mere naam ka bhi koi barsayega Kahi mitt jayegi meri surat, kahi kho jayenge mere…

  • Uski yad mein guzarti meri har sham thi…

    Uski yad mein guzarti meri har sham thi, Mere dil se nikli har dua uske nam thi. Ab mujhko ilzam na do bewafai ka yaro, Mere hathon ki lakeeron mein wafa aam thi. Qadar poocho unse jo karte hain mohabbat ki pooja, Sirf usk sheher mein mohabbat meri badnaam thi.…

  • suna haik tumhari keemat lag rahy hay ajkal

    suna haik tumhari keemat….. lag rahi hai aj kal… achey daam kis k hain ye batlana hamian … ta k us khushbakht .. tajer ko mubarak bad dain … phir is k bad dil ko bhi samjhana hai hamian

  • Tum mohabbat ke kabil nahin

    Mohabbat ki lahero pe kastiya chalane waale zara sambhal ke, mohabbat dariya hai sahil nahi, uthte hai kahi tofaan mohabbat ke samander me bhi, ager us se lad na sako to tum mohabbat ke kabil nahi.

  • Alwida december!!

    Faqt ik meri baat nahi thi, Sub ka dard December tha, Barf ke shehr main rehne wala, ik ik fard December tha, Pichle saal ke akhir main bhi, Hairat main hum teenon thy, Ik main tha, Ik tera gham tha, Ik be dard December tha…. Alwida december!!

  • Khuda ko kya manjur, kya nahi

    Kuch na kehakar bahot kuch keha jate hai Likh kar takdeer ham saath aate hai Kisko jindagi ki khusi manjur nahi Par kya pata khuda ko kya manjur, kya nahi

  • teri khushbu ka pata karti hai

    teri khushbu ka pata karti hai mujh pe ehsan hawa karti hai shab ki tanhai main ab to aksar guftagu tujh se raha karti hai dil ko us rah pe chalna hi nahin jo mujhe tujh se juda karti hai zindagi meri thi lekin ab to tere kahne main raha…