• Har pal keemti hai

    Har pal keemti hai, Har pal ko samete chal, Kaun jaane kiss pal mein chhipa, tera aane wala kal, Pal ko bhulaake mat pachtana kal, Yehi jo tere paas hai issi mein jeeta chal, Jeena zindagi hai bandhu! Maut toh bas ek pal ki kahani hai, Maut se pehle ki…

  • Wo ek masoom si chahat…

    (SHAYAD) Wo ek masoom si chahat Wo ek benam si ulfat Wo meri zaat ka hissa Wo meri zeest ka qissa Mujhe mehsus hota hey Wo merey pas hy ab bhi Wo jub jub yad ata hey Nigahon mey samata hy Zuban khamosh hoti hy Magr ye ankh roti hy…

  • Bhool jana hame

    Aapki palkon pe khawab rakh gaya koi Aapki saanson pe naam likh gaya koi Chalo vaada hai aapse bhool jana hame Agar humse achha dost aapko mil gaya koi

  • Baitha tha intezar mein

    Baitha tha intezar mein jiske na jane kabse, Achanak hawa ke jhoke ki trah woh aayi hai, Daud gayi jaise koi nayi khushi mere khoon mein achanak, Ke rago mein jo woh behta hai usme wahi toh samai hai.

  • Woh sari duayein tujhe deta hoon

    Apne sare gham mujhe dedo, Mein sari khushiyan tujhe deta hoon, Jo sochi thi kabhi khud ke liye, Woh sari duayein tujhe deta hoon.

  • AJEEB THA

    “AJEEB THA” Kabi tarap utha mri aah se Kabi ashk se na pighal saka Sar-e-rah mila wo agr kabi To nazr chura k guzr gia Wo uter gia mri ankh se Mry dil se kiu na uter saka Wo chala gia jaha chor k Main waha se phir na palat…

  • Yun laga koi mujhse mil k gaya abhi

    Pani ka 1 katra aankh se gira abhi, Kya tumne mujhko yaad kiya abhi, Tujhse mile zamana hua magar, yun laga koi mujhse mil k gaya abhi

  • Jab guzar jayegi bahar

    Jab guzar jayegi bahar toh kya karoge, Yaad aayega mera pyaar toh kya karoge, Satate ho aise jaise ajnabi hoon main, Jab roth gaya tumse toh kya karoge, Apnaoge kisi aur ko mujhe tanha chor kar, Usse hoga na tumse pyaar toh kya karoge, Akhir lout aaoge tum meri rahon…

  • Buhat khobsurat hai yeh dua humari

    Buhat khobsurat hai yeh dua humari Pholon ki tarhan mehkay yeh zindagi tumhari Mujhay kiya chahiye aur zindagi main Kabhi khatam na ho khushiyan tumhari..

  • Pyar Ka Pehla Akshar Hi Adhura Hota Hai

    Mat Karo Koi Wada Jise Tum Nibha Naa Sako, Mat Chaho Kisiko Itna Ki Usse Bhula Naa Sako, Pyar Kahan Kisika Pura Hota Hai, Pyar Ka Pehla Akshar Hi Adhura Hota Hai.

  • Yaad rakhti hoon

    Main logon se mulaqaton ke lamhe yaad rakhti hoon, Main baatein bhool bhi jaon, toh lehje yaad rakhti hoon, Sar-e-mehfil nigahein mujh pe jin logon ki parti hai, Nigahon ke hawale se main chehre yaad rakhti hoon, Zara sa hut ke chalti hoon zamane ki riwayat se, Ke jin pe…

  • Pyaar se pyaar ho jaye

    Dil se dil miljaye toh kya kahoge Pyaar se pyaar ho jaye toh kya naam rakhoge Aaina agar sach deekha sake Toh usse kya kahoge Hai hum pyaar mein dil kho bethe Toh masumiyat ko kya kahoge Usse kehte hai masoomsa dil Jo jaat paat ka matbhed nahi samjhta

  • Sharabi kar gaya

    Sara pani chhu kar honton se gulabi kar gaya,   woh nadi ki machliyon tak ko sharabi kar gaya.

  • us ki aankhon men koi dukh basa hai shayad

    us ki aankhon men koi dukh basa hai $hayad Ya mujhe koi weham huwa hai $hayad. MaiN ne pucha k bhool gaye ho tum b mujhe? Pehle muskuraya wo phir bola “SHAYAD”.

  • Bina mange mil jata hai

    Zindgi ek chahat ka silsila hai, Koi kisi se mil jata hai toh koi kisi se bichad jata hai, Jise hum mangte hai apni dua main, Woh kisi ko bina mange mil jata hai.

  • Muskil raastein pyare lagte hai

    Sari nadiyan dur sagar se milne kyun jate hai? Kyun itne muskil raste se gujarti hai, Kyun??? Kyunki sagar ke pani ke kharepan mein itni kashish hoti hai Ki muskil raastein bhi unhe pyare lagte hai.

  • Jab nazroo ke saamne

    Har baar dil se yeh paigaam aaye jubaan kholu to tera hi naam aaye tum hi kyon bhaye dil ko kya malum jab nazroo ke saamne haseen tamaam aaye

  • Chaand Khubsoorat Hai

    Kisi Ne Poocha : Chaand Khubsoorat Hai Ya Woh ? Main ne Kaha : Ye to Main Nahi Janta Haan ! Magar Jab Usey Dekhta Hoon To Chand ko Bhool Jata Hoon aur Jab Chand ko Dekhta Hoon to uski Yaad Aati Hai.

  • Kaun hai apna

    Kaun hai apna aur kaun paraya in sab mein kyon uljhe, Khud hi khud ki phikr kar pehle khud ko toh apna samjhe. Khud se khud ki zindagi na sudhri toh dusron ko de laat Aaja aaj hi thaan le yeh ki karna hai kismat se do do haath. Dukh…

  • aankho ki bat

    pyar karne wale aankho ki bat samajh lete hain khawabo me mil jaye to mulakat samajh lete hain rota to aasma bhi hai pyar ke liye par afsos log use barsat samajh lete hain

  • Tujhe Dekhe Baghair Jaana December Guzar Gaya…!!

    Yeh Saal Bhi Udaas Raha Rooth Ker Gaya, Tujhe Dekhe Baghair Jaana December Guzar Gaya…!!

  • Jitna koi gehra gum deta hai

    Sab se ghul mil jane ki aadat hai hame, Apne alag pehchan banane ki aadat hai hame, Jitna koi gehra gum deta hai, Utna hi meetha muskurane ki aadat hai hame.

  • Woh mere saath shareek nahi

    Jevan ke kisi bhi dukh sukh mein, Woh mere saath shareek nahi, Hum dono mein ek rishta hai, Par jazboon ki tehreek nahi.

  • Good byee the month of sadness!!

    Udaasiyan Day Kar Jo Sitamgar Guzar Gaya Ab Tum Bhi Bus Karo K December GuZar Gaya!! Good byee the month of sadness!!

  • Woh mera intezar zarror karahi hogi

    Mujhe bhi koi yaad karahi hogi Apne sapno main saja rahi hogi Koi kare ya na kare Woh mera intezar zarror karahi hogi

  • silent lover

    Bohat Masroof Lamhon Main, Kabi Ek Pal Ko Soocho To, Koi Ktna Akela Hai, Ksi Ki Zindagi Tum Ho, Ksi Ki Bandagi Tum Ho, Kisi Ko Teri Khuwahish Hai, Ksi Ki Chahten Tum Ho, Kabi Ek Pal Ko Soocho To, Tumhari Laa Parwahi Ne, Tumhari Be Niyazi Ne, Kisi Ko…

  • Har duwa me magte hai khushi aapki

    Phulo ki har kali khushboo de aapko Suraj ki har kiran roshni de aapko Hum to dene ke kuch kabil nahin Magar har dua me magte hai har din khushi milay aapko

  • Thukra kar Mohabbar meri….

    Thukra kar Mohabbar meri kahan jane ka irada hy? Mujhe Zindagi k kis Mor pe lane ka irada hy? Ye jo ab khafa khafa se rehne lage ho, Ye piyar ka arooj hy, ya chor jane ka irada hai? Jatey Jatey ye tu bata jao ay Dost, Mere piyar may…

  • Yeh adda-e-bay niyazi…

    Yeh adda-e-bay niyazi k woh mery dil ko ly kr….. Barri bay rukkhi sy boly, kisi kam ka nahi hy……

  • Dhoka khane ki adat si hogayi hai

    Dunia se hume taane sunne ki aadat si hogayi hai, phulon se hume zakhm khane ki aadat si hogai hai, pyar humne jinko kiya unse dhoka khane ki aadat si hogayi hai