Ae dost tu dil ke aur paas aane laga
Tumse doori ka ehsaas jab satane laga, Tere saath guzra har lamha yaad aane laga, Jab bhi tumhe bhulne ki koshish ki, Ae dost tu dil ke aur paas aane laga.
Ye ghazlo ki duniya bhi ajib hai
Ye ghazlo ki duniya bhi ajib hai yahan ansu ka bhi jaam banaya jata hai keh bhi daite agar dard-e-dastan phir bhi wah wah sunaya jata hai
Ye MOhabbat Bhi ajeb hoti he…
Ye MOhabbÃt Bhi ajeb hoti he jo kisi kisi ko NÃseeB hoti he, Log kehtey hain is ko z¡Ndag¡, magar ye Mout k Boht qareeb hoti he.
Khushi unhein nahi milti
Khushi Unhein Nahi Milti… Jo Zindagi Ko Apni Sharto’n Par Jeete Hein, Khushi Dunia Mein Sirf Unhein Milti Hai… Jo Dusro Ki Khushi Ki Khatir… Apni Zindagi Ke Maayine Badal Dete Hein..
daikh kaisi qayamat
DaiKh Kaisi Qayamat Si Barpa Hui Hai Aashiyanon Pay…! Jo Lahoo Se Tameer Howe Thay, Paani Se Bah Gaye…!
koi dua mein unhain na maangay
Hum Yeh Nahi Kehtay K Koi uN K Liye Dua Na MaaNgay…! . . Hum To Bas ItNa Chahtay HaiN K Koi Dua MeiN uNhaiN Na MaaNgay.
na din acha hai na hal acha hai
Na din acha hai, na hal acha hai, Kisi jogi ny kaha tha k ye saal acha hai… Mainy pocha wo kb chahy ga mjy meri tarha, Bs muskura k keh diya sawal acha hai…
teray shaher teri soch say nikal jaon ga
Teray Shaher Teri Soch Say Nikal Jaon Ga, Kisi Udaas Sham Main Dhal Jaon Ga, Tu Jo Mukar Gaya Hai Her Baat Say Apni, Dekh Lena Eik Din Main Bhi Badal Jaon Ga, Mat Dikha Muj Ko Apna Pasheman Chehra, Jab Ke Tu Janta Hai Main Pighal Jaon Ga, Chahay…
wafa ki jang mat lrna ye bekar jati hai
Wafa ki jang mat Lrna ye bekar jati hai, Zamana jeet jata hai Muhabbat har jati hai, Hamara tazkara choro hum aise log hain jinko Mout kuch nhi khaity… Bas Tanhai mar jsty hai.
main apni har ek saans usi raat de doon
main apni har ik sans usi raat ko de doon sar rakh k mere seene per so jao kisi din
khabar hai mujhako hai pyaar tujhako
khabar hai mujhako hai pyaar tujhako Thahare kyuun yuuN nazar milaa ke yuuN nazar milaa ke chhuDaa ke daaman to jaa rahe ho Thahare kyuuN do kadam pe jaa ke do kadam pe jaa ke
dil ki mitti hai abhi tak nam zara
Dil Ki Mitti Hai Abhi Tak Nam Zara , Tere Milne Aur Phir Tere Bichhrad Jane Ke Bich, Faasla Ruswai Ka Hai Zara Apne Dil Hi Mein Nahi Hai Uski Mehrumi Ki Yaad,
jitni chahat se tumhe dekha
Jitni Chahat Se Tumhe Dekha, Utni Chahat Se Kuch Nahi Dekha, Dekhne Do Apne Chehre Ko Ji Bhar Ke, Humein Muddat Hui In Aankhon Ne ‘Chand’ Nahi Dekha.
khud gawah
Khud Gawah, Wo Aasoodgi Nahi Paii Tmhary Baad Kisi Se Bhi Pyar Krty Huey Tamam Ehl-e-Safar Ek Se Nahi Hote Khula Ye Waqt k Darya Ko Paar Krty Huey … !!!
usi ne rulaya hasate haste
Wo Yaad Aa Gaye Bhulate Bhulate, Dil Ke Zakham Ubhar Aaye Chhupate Chhupate, Sikhaya Tha Jisne Gum Mein Muskurana, Usi Ne Rulaya Hasate Hasa
mera paigam mohabbat hai jaha tak pahunche
Apni Parwaaz-E-Takhayul Hai Zamane Se Juda, Jis Jagah Koi Na Pahuncha Waha Tak Pahunche, Main Samajhta Hoon Har Dil Mein Khuda Rehta Hai, Mera Paigam Mohabbat Hai Jaha Tak Pahunche
intazar karte hai
Dil Ke Armano Ko Yuhi Dabakar Baithe Hai, Vo Laut Aye Yahi Intezar Karte Rahte Hai, Aaj Ka Din Hum Unka Intezar Kar Rahe Hai, Par Vo Aur Kahi Mahfil Sazay Baithe
wo kheta hai
Wo Kehte Hai Ke Hamein Dekh Kar Sharma Jayenge, Hoga Jab Unse Samna To Ghabra Jayenge, Ham Jante Hai Hoga Samna To Wo Gale Se Lag Jayenge, Apne Nazuk Honton Se Hamein Choom Jayenge
Q teri aankh sawali he?
Chal Insha Apne Gaon Mein… bethein ge sukh ki chaoon mein. q teri aankh sawali he? yahan har ik bat nirali he… is dais basera mat karna; yahan muflis hona gaali he… chal insha apne gaon mein;
jab uski jafa ka koi gila nahi mujhy
jb uski jafa ka koi gila nahi mujhy phir q main baat karny ki wazahten dhondta hu mosamon ki adaaon ko bhool chuka hun shayed main phir b us k dil mein mohabbten dhondta hu
mere hisse ki har khushi
Mere haathon se gir gayi lakeeren kahin, Bhool aaye hum apni takdeeren kahin, Agar mile tumko kahin to utha lena, Mere hisse ki har khushi apne haathon pe saja lena.
mehka gaya koi
Dil ki dhadkan ko dhadka gaya koi, Mere khawabon ko mehka gaya koi, Hum to anjaney raston pe chal rahey the, Achanak hi pyaar ka matlab seekha gaya koi…
jhuki nigah ko iqrar kehte hain
Dil ki aawaz ko izhaar kehte hain, jhuki nigah ko iqrar kehte hain, sirf paane ka naam ishq nahin, kuch khone ko bhi pyar kehte hain’
Andaaz-e-Muhabat
‘Aya nhi wo lab pe abhi raaz-e-Mohabbat Shayari, Goonj uthi hr traf saaz-e-muhabat, Dil torte bhi hen humen chahte bhi hen, Ab tak smajh na paye hum ye andaaz-e-muhabat?!’
ik khata ky badly
Yun wafa kay silsilay musalsal na rakh kisi say….! ‘Log ik khata ky badly , Saari wafaein bhool jaaty hain.
2 qadam k bad
..*..Main “BOJH” Ban jaon ga “Apno” Hi pe ek din..Â¥.. ..Â¥..Dekhna sab “kaandhey” Badal Rahey honge Har 2 Qadam k Bad..
Kuch nahi us k siwa
Mjhe hukam huwa kuch or mango us k siwa,,,,,,,,,,, Main dast-e-dua sy uth gya k Dua kuch bhi nahi us k siwa….
Har pal faraib khaaye
Ik Soona Sa Chand Mere Fasaney Mein Reh Gaya, Main Doosron Ki Shaam’ain jalaney Mein Reh Gaya Wo Aa K Mere Shaher Se, Wapis Bhi ja Chuka, Main Tha K Apne Ghar Ko Sajane Mein Reh Gaya Wapis Hua To Ghar Mera Sholon Ki Zad Mein Tha, Main Raaston K…
Khud” Bewafa hai or “Wafa” Chahati hai..
Zindagi” Se Poocho Ye “kia” Chahti Hai . “Bus” Ek Teri “Wafa” Chahti hai . “Kitni” “Masoom” or Nadan hai “Zindagi” . “Khud” Bewafa hai or “Wafa” Chahati hai..”
Waqt bewaqt yaad kiya karte hain
Hum to sirf aapki baat kiya karte hain, har dhadkan pe aapka naam liya karte hain, aap ho hume apni jaan se bhi pyare, tabhi to waqt bewaqt yaad kiya karte hain
Category: Hindi Poetry SMS
Hindi Poetry SMS