• jismo jan pe hak tumhara hai

    aaj tum kahte ho ki mere jismo jan pe hak tumhara hai par hum kaise man le ki aap par hak humara hai kyoki hum jaante hai ki aaj bhi apne aashiq ki baho mei jane ka sapna tumhara hai

  • with my sweet hope

    Sweet is my hope. Pure is the life of my hope. With my sweet hope I try to reach the higher worlds. With my pure hope I try to fathom my inner worlds. But alas, In neither way do I succeed. I fail, I miserably fail.

  • Jab raat aati hai

    Mujhe sulane ke khatir jab raat aati hai, Mein so nahi pata raat khud so jati hai, Puchne per dil se yeh aawaz aati hai, Aaj yaad karlo raat toh roz aati hai.

  • Kyun kisi se itna pyaar ho jata hai

    Kyun kisi se itna pyaar ho jata hai, Ek din ka intezar bhi dushwar ho jata hai, Lagne lagte hai apne bhi paraye, Aur ek ajnabi par aetbar ho jata hai.

  • Chaman badal gaya hai

    Panchi kehta hai ke gagan badal gaya hai, Bhawra kehta hai ke chaman badal gaya hai, Lekin aaj bhi shamshaan ki khamooshi yeh karti hai bayaan, Ke laash wahi hai sirf kafan badal gaya hai.

  • Teri taswir nazar aayi

    Jab jab tumse milne ki tabdeer nazar aayi, Aihsaas k pairoon taley janjeer nazar aayi, Jab gaur kiya apne gidte hue asqoon pe, Har ashq pe mujhe teri taswir nazar aayi.

  • Chupa hua koi raaz hai

    Iss andhere raat ke pehlu mein chupa hua koi raaz hai. Iss muskurahat me daba hua ek dard-e-saaz hai. Soon sako to soon lo zubaan khamosh dil ki, Iss khamoshi mein bhi koi gunjti huyee awaz hai.

  • Gunjti huyee awaz hai

    Iss andhere raat ke pehlu mein chupa hua koi raaz hai. Iss muskurahat mein daba hua ek dard-e-saaz hai. Soon sako to soon lo zubaan khamosh dil ki, Iss khamoshi mein bhi koi gunjti huyee awaz hai.

  • Dil mein utara hai

    Woh bholta hai na dil mein utara hai Mujhe hamesha mohobbat ka nasha hai Main toh uska lamha-e-mojud hu Woh shaks fuzul waqt samaj kar guzarta hai.

  • Pyaar ki had se zyada pyaar kiya

    Kabhi nazar se gira diya Kabhi dil mein basa diya Mohabbat mein tum ne humein Kabhi hasaya toh kabhi rola diya Kabhi pyaar be shumar kiya Kabhi dard be inteha diya Apni diwangi mein tumne humhein Kiss makaam par puocha diya Kabhi musaan mein bhar se mila diya Kabhi sehra…

  • Pal pal tarse the uss pal k liye

    Pal pal tarse the uss pal k liye, Pal aaya bhi to kuch pal k liye, Socha tha usse zindagi ka ek hasin pal banalenge, Par wo pal ruka bhi to ek pal k liye.

  • Suraj ka zamin se milan

    Dekha hai suraj ka zamin se milan, Milne ke liye woh khud ko dubo deta hai, Par uski judai mein aasman, Duniya ko andhere mein sama deta hai.

  • Pyaar na rahe toh wafa kaun karega

    Pyaar na rahe toh wafa kaun karega, Dost na rahe toh dosti kaun karega, Khuda ka shukr hai aap hai, Warna bandar ki tarha uchal kud kaun karega.

  • Har roz mulakat nahi hoti

    Chahne se har baat nahi hoti, Thodi si andhere se raat nahi hoti, Jinhe hum jaan se jyada chahte hai, Unse har roz mulakat nahi hoti.

  • Ek SMS yaar!

    Karoge raat ko to rahegi susti, karoge din mein to rahegi chusti, karo kam se kam din mein ek bar, to rahegi tandrusti…… Nahin samjhe! Ek SMS yaar!

  • Hasino ke marne par

    Hazaron jhopdiya jalkar rakh hoti hai, Tab kahin ek mahel banta hai, Aashiqon ke marne par kafan nahi milta, Aur hasino ke marne par Tajmahal banta hai.

  • Tu hi meri maina tu hi meri bulbul hai

    Tu hi meri maina tu hi meri bulbul hai tere baap ko chod baqi sab kubul hai.

  • Sms bhej bhej ke bheja kharab karte ho

    Sms bhej bhej ke bheja kharab karte ho, khud ka bheja to chalta nahin, dusron ka bheja huwa hi bhejte ho!!

  • Par tum nahi…

    Patte gir sakte hai ped nahi, suraj doob sakta hai aasman nahi dharti sukh sakti hai darya nahi, dunya sudhar sakti hai par tum nahi.

  • Do dil milne ke baat hai

    Har yaar yaar nahi hota. Har skash wafadar nahi hota. Ye to do dil milne ke baat hai. Warna 7 fero mein bhi pyaar nahi hota.

  • Aankhain to batati hain

    Tum zuban say kuch na bolo, Aankhain to batati hain, Kiya dil main tumharay hai, Ham khoob samjh tay hain.

  • Dil ne kaha dekho

    Kante nahi kat te lamhe intezar ke Nazre jama ke baithe hai raste pe yaar ke Dil ne kaha dekho jalve yaar ke Laya hai kaun inhe falak se utar ke

  • Aap ko nazar na lage

    Khud ko khud ki khabar na lage, Koi achha bhi iss kadar na lage, Aap ko dekha hai bas us nazar se, Jis nazar se aap ko nazar na lage.

  • Ek phool bhi na todh sake

    Loog apna banake chod dete hai Rishta gairo se jod lete hai Hum to ek phool bhi na todh sake Loog to dil bhi todh dete hai.

  • Milte woh is tarah hai

    Woh aaj bhi hamse milkar muskuratein hai, Kisi mod pe rukkar apna haq jatatein hai, Hamne to unki ek jhalak pane ki umeed bhi nahi ki thi, Par milte woh is tarah hai Ki sari batein jubaan mein hi rehai jatein hain.

  • Ek yahi kissa

    Milke bichadna dastoor hai zindagi ka, Ek yahi kissa mashoor hai zindagi ka, Beete huye pal kabhi laut kar nahi aate, Yahi sabse bada kasoor hai zindagi ka.

  • Aankhon ki baat

    Ishq karnewale Aankhon ki baat samajh lete hai, Sapno mein yaar aaye Toh usse mulakat samajh lete hai, Roo ta to aasman bhi hai Apni zameen ke liye, Yeh to log hi usse barsaat samajh lete hai.

  • Ajeeb itafak tha

    Unke galli say gujra ajeeb itafak tha, Unke galli say gujra ajeeb itafak tha, Unhone fuul feka sala gamala bhi sath tha.

  • Ye kudha ishq na karna

    Ye kudha ishq na karna, Thu bhi dhokha khayega, Ye kudha ishq na karna, Thu bhi dhokha khayega, Hum toh marke tere paas ayenge, Batha thu kaha jayega.

  • Har gali mai ek Mumtaz

    Zindagi lambi hai dost banate raho, Dil mile na mile haath milate raho, Taj Mahal banaana toh bahut costly hoga, Par har gali mai ek Mumtaz banate raho.