Larkiyaan bewafaa nahi hoti
Woh toh majborion mein lipti hain Apne shiddat bharey khyaloon mein Apne ander chhupi ek aurat mein Wo hamesha hi darti rehti hain Na toh jeeti hain na toh marti hain Larkiyaan bewafaa nahi hoti Per hamesha hi darti rehti hain Apne reeti or riwajoon se Aane waley naye azaboon…
I’ll forever keep loving you…
You walk into my life… and took residence in soul! You warm my heart… With all that you do and all that you say… You mean everything to me… You are everything to me… I’ll forever keep loving you!
I wonder if you know…
I wonder if you know! How precious you are… I wonder if you know! What you mean to me… I wonder if you know! How blessed I am To have you in my life! I love you so much
Koi rasam tak na nibha saka
Na main paas usko bula saka Na main dil ke baat bata saka Woh hansi hansi main he chal diye Ke main hath tak na hila saka Yun he sochta raha door tak Magar usko kuch na bata saka Ye maqam he tha ajeeb sa ke Main khud ko bhi…
Dil se chaha tha jise
Dil se chaha tha jise, Woh mujhse ab door hogaya, Usko bhol ne ki koshis karni chahi, Toh maut ne mujhe gale laga liya.
Milte nahi zameen asman
Khuda jane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise ham chahate hai woh hamesha kyon door hota hai. Kehte hai ke milte nahi zameen asman.. Fir kyon asman zameen par hi fida hota hai..
Tujhe kya gurur hai
Zamaane mein jo khoobsurati ka taj liye baitha hai, Woh chand bhi apne aanchal mein daag liye baitha hai, Tujhe kya gurur hai apne roshan chehre pe, Yeh toh chand lamho mein dhal jane ka intjaar liye baitha hai.
Yaad toh unki aati hai
Yaad toh unki aati hai, Jinse hum karte ho Pyaar. Jinse apna rishta ho, Jo rehte ho dil ke paas. Chha jaati hai Dil pe, Tadpati hai har pal yeh Toot-te hain phir kitne sapne, Phir bhi rehti hai ek aas
Dosti nibhane ki cheez hai
Dosti nibhane ki cheez hai, Pyaar jataane ki cheez hai, Dushmani chhipane ki cheez hai, Aansoo pee jaane ki cheez hai, Zindagi aise jiyo toh… Zindagi jiye jane ki cheez hai. Have a nice day
Jiss diye mein jaan hogi
Chal padi hai kashtiyaan samandar, door hai kinara En maajoon se pooch lena, kya haal hai hamara Ab hawaein karengi, roshiniyon ka faisla Jiss diye mein jaan hogi, woh diya reh jayega.
shayari kaise likhe jati he
Ye shayari likhna unka kaam nahi, Jinke dil aankhon mein basa karte hai. Shayari toh voh sakhas likhte hai, Jo sharab se nahi, kalam se nasha karte hai.
shayar kiso kehe jati he ?
Shayar voh nahi jo kalam utha liya karte hai, Shayar voh bhi nahi jo tareefo pe jiya karte hai. Shayar toh voh sakhas hote hai, Jo dard ko bhi tadpa diya karte hai. Arvind Parekh
Wo shayar kaun he
Jo kabhi tumhara dil pooche ki, Aakhir ye shayar kaun hota hai. Toh hume poochna hum bataenge, Ki kyun ye kalam ka dil rota hai.
Kaanch ko chahat thi patthar pane ki
Kaanch ko chahat thi patthar pane ki, Ek pal mein phir tutkar bikhar jane ki, Chahat bas itni thi us diwane ki, Apne tukdo mein tasvir uski sajane ki.
Manzil dikhayi deti hai
Lamha lamha azaab ho jaise, Dil ghamon ki kitab ho jaise.. Khushbu pheli hui hai charon taraf, Zakhm dil ka gulaab ho jaise.. Ek chehra hai jo tasawer mey, Aap apna jawaab ho jaise.. Jal rahi hoon mein thundi chaon mein, Mujhpe utra azaab ho jaise.. Mujh ko manzil dikhayi…
Nazar ki duniya
Mulakat maut ki mehman ban gayi hai, Nazar ki duniya veeran ban gayi hai, Meri sans bhi ab meri nahi rahi, Ye zindagi aapki mohabbat par kurban ho gayi hai.
Wafa nibhati hain..
Jane kya soch ke lehrein sahil se takrati hain Aur phir se laut jati hain.. Samaj nahi ata ke woh kinaro se bewafai karti hain Ya phir laut ke samandar se wafa nibhati hain..
Phir wo hi purana afsanaa
Phir wo hi purana afsana likh raha hoon, Tutey dil ka fasaana likh raha hoon , Jo hai dil mai mere uuse kahani banakar, ek kitab likh raha hoon
Use jab yaad aye ga
Use jab yaad aye ga wo pehli bar ka milna to pal pal yaad rakhe ga ya sub kuch bhool jaega, Use jab yad aye ga gaye mausam ka har lamaha to khud hi ro padega ya khud hi muskarae ga, Use jab yad ayega k sawan laut aya hai…
Betaab Nazrain Yun Mili
Betaab Nazrain Yun Mili Iqraar Hum Karne Lage Ye Kiya Hua Kion Is Tarhaan Izhaar Hum Karne Lage Chalke Howe Jazbaat Kuch Ansoo Bhi Kuch Bikhre Howe Ab Qatra Qatra Zindagi Sarshaar Hum Karne Lage Quose-e-Qaza Rangoo Main Ghuftaar Hum Karne Lage Veeraan Kade Main Aa Gayee Jo Wo Baharoon…
Aaj hamein maloom hua
Kitne pyar unhe karte hai..aaj hamein maloom hua Roz intezaar kyun karte hai..aaj hamein maloom hua Na chaah kar bhi dil kyun dukhaay unka Itna kyun aazmaate hai unko..aaj hamein maloom hua
Muqadar ka likha koi badal nae sakta
Muqadar ka likha koi badal nae sakta, Honi ko koi rok nae sakta, Muqadar ka likha agar badal pate, To iska sikander aapko banate, Honi ko agar rok sakte, To apne dil ko hm samjhate, Hamen apni khushi azeez nae hay, Hamen to aapki khushiyan pyari hain, Her dukh aapka…
Raat ke baad subha hoti hai
Har raat ke baad subha hoti hai, Zindgi aise hi zaya hoti hai, Tham lo har ek khushi ko, Khushiya aise hi hamare sath hoti hai, Sayad humko aise hi jine ki caah hoti hai, Ki har raat ke baad subha hoti hai!!
Samaajh ko badalne ki
Log yahaan wahaan bhatakte hain, Apna samay nasht kar detein hai, Vyarth ki baaton mein ulajhkar, Khoob timepaas kartein hain. Zaroorat hai aaj samaajh ko badalne ki, Zindagi mein lage is daag, grahan ko mitaane ki, Chandra grahan se to bach sakte hain, Par jeevan ke laksh ko paana ab…
Meri kabar pe tum na aana
Chaman ki baharon mein tha aashiyana Na jane kahan kho gaya woh zaman Tumhein bhulane ki main koshish karunga Ye vaada karo ke na tum yaad aana Mujhe mere mitne ka gham hai tho yeh hai Tumhein bewafa keh raha hai zaman Khudara meri kabar pe tum na aana Tumhein…
Aasmaan se badal takraye
Sheshe se shesha takraye, Aasmaan se badal takraye, Abke saawan ab barse aise, Jawan dilon ki daastan mil jaye!
Teri mehfil mein main na aa paya
Phoolo se tune mehfil sajayi, Aaj janmdin tera aaya. Meri khata maaf karna jaan, Teri mehfil mein main na aa paya.
Yado me mara gaya
Kasti gayi kinara gaya, Iss tute dil ka sahara gaya. Koi agar aake puche ki “Farhad” kaha gaya, To kahena kisi ki yado me mara gaya.
Woh zindagi kya jis mein pyaar na ho
Woh zindagi kya jis mein pyaar na ho, Woh pyaar hi kya jis mein yaade na ho, Woh yaade hi kya jis mein tum na ho, Woh tum hi kya jis mein hum na ho.
Uske bina jiya nahi ja sakta
Pyar kamjor dilse kiya nahi ja sakta, Zeher dushman se liya nahi ja sakta, Dil mein basi hai ulfat jis pyar ki, Uske bina jiya nahi ja sakta.
Top 30 Best & Latest Poetry SMS collection
Poetry SMS