aaj dareechay main woh aana bhol gaya
Aaj dareechay main woh aana bhool gaya
main bhi apna diya jalana bhool gaya,
aaj mujhe bhi uski yad nahi aayi
woh bhi mere khuwab main ana bhool gaya,
bahaar ne jub se aana chore diya
mousam bhi apna phool khilana bhool gaya,
chalte chalte main usko gher lay aayi
woh bhi muj se apna hath chudana bhool gaya,
khat likha hai par khat ke koney par
woh apni ankh ka ansoo mitana bhool gaya
rooth ke dono aik jaga baithey rahey
main usko woh mujko manana bhool gaya
Related posts:
- Barson kai bad daikha .. ik shakhs dil Ruba sa…
- Judai ke bandi khane mein…
- Kabhi tum bhi nazar aao..!
- Meri to Ranjishen Sari Mitane Ka Irada Tha…
- Kahan tk sath do gay tum hmara…
- Tere Ehssaas Se Mohabbat Ki Hai..
- door reh ker
- jaane kahaan se gham fizaaon mein aa gaya
- wo zalim mare dil me rhe kar vi mera na bana
- baazid hai toofaan to kashti dubone de
- main door nikal aya hoon pather k nagar se
- jo log jaan buujh ke naadaan ban gaye
- usay kaho,
- Suno mohabbat youn nahi hoti
- kahan se seekh li tum ne?
- kabhi chaho ge to chahat se bulain ge tumhen
- toota sitara dekh kr
- qasam le lo
- ek bewfa ko main ney is dil main jaga de thi
- ye kab kaha tha nazaaron se kauf aata hai
Aaj dareechay main woh aana bhool gaya main bhi apna diya jalana bhool gaya, aaj mujhe bhi uski yad nahi aayi woh bhi mere khuwab main ana bhool gaya, bahaar ne jub se aana chore diya mousam bhi apna phool khilana bhool gaya, chalte chalte main usko gher lay aayi…