Apne dil ki raaz jaan jaaiye
Pahle toh apne dil ki raaz jaan jaaiye,
Phir jo nigaah-e-yaar kahe maan jaaiye.
Kuch keh rahi hain aap ke sine ki dhadkane,
Meri sunein to dil ka kaha maan jaaiye.
Ek dhoop si jami hai nigaahon ke aas paas,
Yeh aap hain toh aap pe qurbaan jaaiye.
Shayad huzoor se koi nisbat hamein bhi ho,
Aankhon mein jhaank kar hamein pehchan jaaiye.
Related posts:
- Ajeeb itafak tha
- Dil ko jazbaat ka tohfa nahi dete
- Haseen raaj khula hai abhi abhi
- Geeta saar
- Kisi se itni mohabbat na karo
- Sachche pyaar mein thoda sa shak
- Apne yar k didar
- Chahat ek nagma hai..
- Kash shayri hum bhi likh pate
- Aapko har jagha paa liyaa karte hai
- Uske bina jiya nahi ja sakta
- Muqadar ka likha koi badal nae sakta
- Wafa nibhati hain..
- shayari kaise likhe jati he
- Tujhe kya gurur hai
- AAj Bhi Mile To
- Jam kadwaa hai
- Muqadar ka likha koi badal nae sakta
- with my sweet hope
- you’re the person that i most admire
Pahle toh apne dil ki raaz jaan jaaiye, Phir jo nigaah-e-yaar kahe maan jaaiye. Kuch keh rahi hain aap ke sine ki dhadkane, Meri sunein to dil ka kaha maan jaaiye. Ek dhoop si jami hai nigaahon ke aas paas, Yeh aap hain toh aap pe qurbaan jaaiye. Shayad huzoor…