Barson kai bad daikha .. ik shakhs dil Ruba sa…
Barson kai bad daikha .. ik shakhs dil Ruba sa…
Ab Zehen Main Nuhi Hay, Pur naam tha bhala sa…..
Abro khichay khichay sey ankhain jhuky jhuky si..
Batain ruki ruki si, Lehja thaka thaka sa…
Khuabon main khuab uska, Yadon main yad uski…
Nendon main ghul gaya ho,Jaisay k Rat-jaga sa…
Pehle bhi log aye, kitnay hi zindagi main…
lekin woh har tarah say, oron say tha juda sa..
Agli Mohabaton ne, woh Namuradiyan di theen..
Taza Rafakaton se, Kuch Dil tha dara dara sa…
Kuch Ye k muddaton se ,Hum Bhi nahi they royee..
kuch zeher main bujha tha ehbaab ka dilasa…
Ab Sach kahain to yaro,Humko khabar nahi thi…
Ban jayi ga Kayamat, Ek Wakiya Zara Sa…
Taivar Bai-Rukhi k Andaaz Dosti k…
Woh ajnabi tha laikin, lagta tha aashna sa..
Related posts:
- Zindagi be-wafa kyun hoti hai?
- Judai ke bandi khane mein…
- Mere wajood ki mujh mein TALASH chor gaya..
- Roshni waaley mere naam se jaltey kyuon hain?
- “Apna Khayal Rakhna”
- Tmhen ik bt kehni hai,
- Naqsh yaadon k mitati hy tou ro parti hai
- usay kahna k bheegi JANUARY phir loat i hy
- Us Ne Hm Sy Poucha Teri Raza Kya Hai,
- mushkil hai safar
- jab mausam rang badalta hai
- inteha aaj ishq k kar di
- jalaa ke lab-e-baam rakh diya
- kbhi na hathon se hath chote khayal rakhna
- apni zindagi ki her shaam tere naam kardoon,
- meri ankho me najane kia parh raha tha
- kahan se seekh li tum ne?
- qasam le lo
- ye na socho k faqt nam liya karta h
- ek bewfa ko main ney is dil main jaga de thi
Barson kai bad daikha .. ik shakhs dil Ruba sa… Ab Zehen Main Nuhi Hay, Pur naam tha bhala sa….. Abro khichay khichay sey ankhain jhuky jhuky si.. Batain ruki ruki si, Lehja thaka thaka sa… Khuabon main khuab uska, Yadon main yad uski… Nendon main ghul gaya…