Daman phir se churaya nahi karte
Khuwab jhoote kisi ko dikhaya nahi karte,
Mere dost! Yun kisi ko satya nahi karte,
Ek baar yun kisi ko keh ker apna,
Daman phir uss se churaya nahi karte,
Us ke intezaar se bhala kya ho ga haasil,
Aane ka keh kar bhi jo aaya nahi karte,
Rakhte hon jo dard bhara dil apne seene mein,
Doosron ka dil phir woh dukhaya nahi karte,
Do qadam saath chal kar jo judda ho jayen,
Aise logon ko toh humsafar banaya nahi karte,
Kiss tarha guzarti hogi zindagi unn ki,
Pehli mohabbat ko jo dil se bhulaya nahi karte.
Related posts:
- I love you more today
- Fall in love once
- Love is like playing the piano.
- Yaad karne ke liye
- Always beside “ME”
- Please remind me
- U make me feel so right
- Phool khilte rahe jivan me aapke
- Angel of my Heart
- Pyaar woh hai jo aankho mein nazar aaye
- Gul-e-gulshan hai tu
- They make u laugh
- God would keep you in my life
- Aap ka ashiyana dil mein basaya ha
- Muje us Se Muhabt Hy…
- GIRLS DIARY…
- I’ll forever keep loving you…
- Out of my control.
- light the lamp of love
- love is not a thing to understand.
Khuwab jhoote kisi ko dikhaya nahi karte, Mere dost! Yun kisi ko satya nahi karte, Ek baar yun kisi ko keh ker apna, Daman phir uss se churaya nahi karte, Us ke intezaar se bhala kya ho ga haasil, Aane ka keh kar bhi jo aaya nahi karte, Rakhte hon…