Dard mein jo kaam aaye
Kahte kabhi jo log yun hi, ki ab woh zamana nahi,
Dard mein jo kaam aaye, ab aisi dosti hai hi nahi,
Rakha nahi ittefaq, unki en baato se hamne kabhi,
Par aaj yeh ehsaas hai ki, sach hi kahte hai sabhi,
Likhte hai apne dard ko, jo shayari bana ke hum kabhi,
Karte hai wah-wah uspar dost mere aur kuch ajnabi,
Samjhe toh hai woh shayari, par samjhe nahi mera dard kabhi,
Wah-Wah na kijiye dost mere, jalta hai yeh dil ab bhi kabhi-kabhi.
Related posts:
- Dekhein kab tak tu khush rahta hai
- Us ne mujh se mahabbat ki
- Kasam hai hume
- Pal do pal sath guzar lo
- Dil ki baat
- To love is insecure
- Anjane mein hum
- love hurts the most
- Jitna koi gehra gum deta hai
- Ishq mein dil tut jata hai
- Kaash anjaam hum pehele se jaan jaatae
- Hum yaado ke shahare jye latai…
- Ishq ke andaaz
- Antim saas lena chaunga
- Usse pana nahi taqdeer mein sayad
- Zindagi bhar ki judai
- Jinke liye hum mar mite
- Kyun tor diya dil hamara
- Tunein humein yun bahadia
- L0g kehte hain…
Kahte kabhi jo log yun hi, ki ab woh zamana nahi, Dard mein jo kaam aaye, ab aisi dosti hai hi nahi, Rakha nahi ittefaq, unki en baato se hamne kabhi, Par aaj yeh ehsaas hai ki, sach hi kahte hai sabhi, Likhte hai apne dard ko, jo shayari bana…