Dekha palat k usne
Dekha palat k usne
k hasrat usay bhi thi
Main jis pe mitt gaya tha
mohabbat usay bhi thi
…
Chup ho gaya tha dekh
ker wo bhi ider udher
Dunya se meri terha
shikayat usay bhi thi
Ye soch ker andherey
gale se lagaye
Raato’n ko jaagne ki
aadat usay bhi thi
Wo ro dia mujh ko
pareshan dekh ker
Us din raaz khula k meri
zarurt usay bhi thi
Un patharo’n k saath
nibhaani parii usay
Jin se faqt mujhy nahi
nafrat usay bhi thi………….!
Related posts:
- Jeene ke liye bhi waqt nahi……!!!!!!!!!!!!
- Barson kai bad daikha .. ik shakhs dil Ruba sa…
- Judai ke bandi khane mein…
- Agar dunya chaman hoti tu veeranay kahan jatay…
- Kahan tk sath do gay tum hmara…
- December guzr raha hay
- Alwida december!!
- jaane kahaan se gham fizaaon mein aa gaya
- wo zalim mare dil me rhe kar vi mera na bana
- baazid hai toofaan to kashti dubone de
- main door nikal aya hoon pather k nagar se
- jo log jaan buujh ke naadaan ban gaye
- usay kaho,
- rah-e- wafa me sazaon ko kon dekhy ga,
- ay waqt zara to tham ja
- hain aankhein jheel si chehra kitab jaisa hai
- kabhi chaho ge to chahat se bulain ge tumhen
- kash Logon ki Muhabt Mobile hoti…
- dheeray se sarakti hai Raat us ke aanchal ki tarha
- ye kab kaha tha nazaaron se kauf aata hai
Dekha palat k usne k hasrat usay bhi thi Main jis pe mitt gaya tha mohabbat usay bhi thi … Chup ho gaya tha dekh ker wo bhi ider udher Dunya se meri terha shikayat usay bhi thi Ye soch ker andherey gale se lagaye Raato’n ko jaagne ki aadat…
Dekha palat k usne k hasrat usay bhi thi Main jis pe mitt gaya tha mohabbat usay bhi thi … Chup ho gaya tha dekh ker wo bhi ider udher Dunya se meri terha shikayat usay bhi thi Ye soch ker andherey gale se lagaye Raato’n ko jaagne ki aadat…