dheeray se sarakti hai Raat us ke aanchal ki tarha
Dheeray Se Sarakti Hai Raat Us Ke Aanchal Ki Tarah
Uska Chehra Nazar Aata Hai Jheel Main Kanwal Ki Tarah
Baad Muddat Usko Daikha To Jism-o-Jaan Ko Yun Laga
Pyasi Zameen Pe Jaisay Koi Baras Gaya Baadal Ki Tarah
Roz Kehta Hai Seenay Pe Sar Rakh K Raat Bhar Jaga’uon Ga,
Sar-e-Sham Hee Mujhe Aaj Phir Sula Gaya Wo Kal Ki Tarah,
Mere Hee Dil Ka Makee.n Nikla Wo Shakhs “Wasi”
Aur Mein Shehar Bhar Me Dhundta Raha Usy Kisi Pagal Ki Tarah
Related posts:
- Chand ko chandani pasand hai
- Mery paas aa mery Ru_ba_Ru…
- Wo ek masoom si chahat…
- Malum Ye Hua Ke Wo Raaste Ka Sath Tha,
- jab ankh hi say na tapka to phir lahoo kiya hai ….!!!
- IsI Liye ‘Apne Aks’ Se b Doour Rehta Houn.,,!!!
- hamara bas nahe chalta
- aise to kse shakhs ko ruswa nhi krte
- zamanay se suna tha k
- Auron ko naseehat nahee karta
- chand ke nikalne se..
- ye yehi meri adhori kahani hy?
- tune ye phul jo zulfon mein laga rakha hai
- zakhmon ko gulaab likh rahay hain
- kyun yaad tum itna aate ho..?
- badaam mere pyaar kaa afsana hua hai
- Baghair sood k milna udhaar mushkil hai…!
- yahan sabko miley pyar ye zaroori to nahi hai
- maayel e lutf , tbiyat kabhi aesi to na thi
- Mujhe tum se mohabbat hai
Dheeray Se Sarakti Hai Raat Us Ke Aanchal Ki Tarah Uska Chehra Nazar Aata Hai Jheel Main Kanwal Ki Tarah Baad Muddat Usko Daikha To Jism-o-Jaan Ko Yun Laga Pyasi Zameen Pe Jaisay Koi Baras Gaya Baadal Ki Tarah Roz Kehta Hai Seenay Pe Sar Rakh K Raat Bhar Jaga’uon…