love-sms poetry-sms

Dil mein dharkan ki tarah basana mujh ko

    Kachi deewar hoon thokar na lagana mujh ko
    Apni nazron mein basa kar na girana mujh ko

    Tum ko aankho mein tasawoor ki tarah rakhta hoon
    Dil mein dharkan ki tarah tum bhi basana mujh ko

    Baat karnae mein jo mushkil ho tumhein mehfil mein
    Mai samajh jaonga nazron se batana mujh ko

    Wada utna hi karo jitna nibha sakte ho
    Khawab pura jo na ho woh na dikhana mujh ko

    Apne rishte ki nazaakat ka bharam rakh lena
    Main toh aashiq hoon deewana na banana mujh ko

    Kachi deewar hoon thokar na lagana mujh ko
    Apni nazron mein basa kar na girana mujh ko

    Kachi deewar hoon thokar na lagana mujh ko Apni nazron mein basa kar na girana mujh ko Tum ko aankho mein tasawoor ki tarah rakhta hoon Dil mein dharkan ki tarah tum bhi basana mujh ko Baat karnae mein jo mushkil ho tumhein mehfil mein Mai samajh jaonga nazron se…